Wednesday, December 28, 2011

Aye Dil-e-Nadaan (extended version)



A sublime piece of music...


Film: Razia Sultan
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Jan Nisar Akhtar
MD: Khaiyyaam

Aye Dil-e-Nadaan

O naive Heart
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan
Arzoo Kya Hai?
What are you yearning for?
Justaju Kya Hai?
What are you searching for?
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan
Arzoo Kya Hai? 
Justaju Kya Hai?
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
Aye Dil-e-Nadaan




Hum Bhatakte Hai
I wander
Kyun Bhatakte Hai Dasht-o-Sahara Mein?
Why do I wander in the wild and desert?
Aaisa Lagta Hai Mauj Pyaasi Hai Apne Dariya Mein
It is as if (I'm a) wave (that) is thirsty in it's own river.
Kaisi Uljhan Hai, Kyun Yeh Uljhan Hai?
What is this entanglement, why is there this entanglement?
Ek Saaya Sa Rooh-ba-Rooh Kya Hai
There is a shadow upon me  (rooh-ba-rooh, literally soul to soul or face to face).
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan
Arzoo Kya Hai?
Justaju Kya Hai?


Kya Qayamat Hai, Kya Museebat Hai
What a crisis, what a hardship!
Keh Nahin Sagte Kis Ka Armaan Hai
 I can't say for whom I long.
Zindagi Jaise Khoyi Khoyi Hai, Hairaan Hairaan Hai
It's as if life itself is lost, bewildered


Yeh Zameen Chup Hai, Aasman Chup Hai
This land is silent, the sky is silent.


Phir Yeh Dhadkhan Si Charzoo Kya Hai
So why is this heartbeat (heard) everywhere (in all four directions)?
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan



Aye Dil-e-Nadaan
Aaisi Raahon Mein, Kitne Kaante Hai?
On these paths/roads, how many thorns are there?
Arzooun Ne
Arzooun Ne Har Kisi Dil Ko Dard Bante Hai
Desires have meted out  pain to every person's heart
Kitne Ghayal Hai? Kitne Bismil Hai?
How many are wounded, how many are sacrificed?
Eis Khudai Mein, Ek Tu Kya Hai?
 In this existence (providence), what are you alone?
(What is your suffering compared to the suffering of the world?)
Ek Tu Kya Hai?
Ek Tu Kya Hai?
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan









Monday, December 12, 2011

Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka


Film: Ghungroo
Singer: Asha Bhosle
Lyrics: Prabha Thakur
MD: Kalyanji - Anandji



Yeh Jashn-e-Mohabbat Ho Mubarak Huzoor Ko
Kaise Chupaaon Aaj Khushi Ke Saroor Ko?
Itni Khushi Mili Ke Yeh Ansoo Machal Pade
Main Khush Hoon, Maaf Ki Jiye Mere Qusoor Ko
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein...


Anjaam Hai... Anjaam Hai...
Anjaam Hai Yeh Pyar Ka, Yeh Pyar Ka Sila
Kya Aap Se Shikayatein? Kya Aap Se Gila?
Fariyad Kya Sunega, Sunega...
Fariyad Kya Sunega Yeh Darbar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein...


Ji Chahata Aap Ko Jee Bhar Ke Dekh Le
Phir Zindagi Mein Aap Se Mil Paaye Na Mile
Shayad Yehi Ho Aakhri...
Shayad Yehi Ho Aakhri Deedar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein...


Dil Maange, Dil De Doon, Jaan Maange, Jaan De Doon, Tere Liye Jaan-e-jaan
Sun Le O Dil Jaani, Main Teri Deewani, Mere Liye Tu Khudah
Ashqon Ko Peena Hai, Tanha Hi Jeena Hai, Tanha Hi Jee Lenge Hum
Teri Khushi Hai Tau, Yeh Zindagi Hai Tau, Zakhmon Ko See Lenge Hum
Yeh Shama Jalne Do, Sholay Machalne Do, Hai Samna Yaar Ka
Ghungroo Bikharne Do, Yeh Rang Chadhne Do, Bikhre Lahu Pyar Ka
Alvidah... Alvidah... Alvidah... Alvidah... Alvidah... Alvidah...












Saturday, December 10, 2011

Mareez-e-Ishq Hoon


Film: Bin Badal Barsat
Singer: Rafi
Lyrics: Shakeel Badayuni
Music:  Hemant Kumar

Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na
I am afflicted by love, oh sweetheart/soulmate, accept my blessings/prayers.
Main Marr Jaoon Tau Meri Lash Ko Dulha Bana De Na
If I were to die, decorate my body as a groom.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na


Tamanna Hai Ke Marr Kar Chhod Jaoon Yaadgar Apni
I wish that after dying I could leave some memento behind.
Tamanna Hai Ke Marr Kar Chhod Jaoon Yaadgar Apni
Kissi Photographer Se Mera Photo Khicha De Na
Have some photographer take my picture.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na


Yeh Hasrat Hai Ke Mitt Kar Bhi Tumhare Kaam Aaoon Main
My final wish is that even after I die I can be of service to you. 
Yeh Hasrat Hai Ke Mitt Kar Bhi Tumhare Kaam Aaoon Main
Jo Tum Chaho Tau Meri Khaal Ki Chapal Bana De Na
If you like, you may make sandals out of my hide.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na
Main Marr Jaoon Tau Meri Lash Ko Dulha Buna De Na


extra verse found in the film:
Kehin Aaisa Na Ho, Duniya Tumhein Qaatil Samajh Baithe
May it not pass that the world thinks you a murderer.
Kehin Aaisa Na Ho, Duniya Tumhein Qaatil Samajh Baithe
Marran Hoon Apni Marzi Se, Police Ko Yeh Bata De Na
I have taken my own life on my own terms, tell that to the Police.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na
Main Marr Jaoon Tau Meri Lash Ko Dulha Buna De Na


Tuesday, December 6, 2011

Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai

Film: Kamla
Singer: Salma Agha
Lyrics: Indivar?   Gulrez
MD: Bappi Lahiri



Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Today, the mirror asked me again,
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?
why do you have moisture (tears) in your eyes?
Kyun Sisakti Hai Teri Tanhai?
Why does your solitude sob?
Yeh Adhuri Si Zindagi Kyun Hai?
Why is life incomplete?
Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?


Kya Mila Tujh Ko Wafaon Ka Sila?
What did you gain in return for your faithfulness (love)?
Kya Mila Tujh Ko Is Zamaane Se
What did you gain from this world?
Woh Tau Hai Patthar Ke Yun Na Pighalenge
He is a rock/stone, he will not melt so.
Faida Kya Hai Dil Jalane Se
What is the point of inflaming your heart?
Jab Andhera Hai Tere Seene Mein
When there is darkness within your chest,
Saari Duniya Mein Roshni Kyun Hai
why is the entire world illuminated?
Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?


Jin Ki Har Zid Ko Zindagi Jaana
He, who's every stubborn impulse you considered to be life,
Jin Ki Har Baat Banayi Tu Ne
He, for whom you made excuses,
Un Ke Seene Mein Na-Ehsaas Na De
there is no awareness within his chest (heart).
Haye Kyun Aas Lagai Tu Ne?
O why did you hold out hope?
Jin Ki Chahat Mein Khud Ko Bhool Gaye
In who's desire/love you've lost yourself
Un Ki Chahat Mein Yeh Kami Kyun Hai?
Why is there such a deficit in his desire/love?
Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?


Saath Chalte Hai, Phir Bhi Saath Nahin
We walk together, yet we are not together
Un Ki Aankhon Mein Woh Jazbaat Nahin
His eyes don't have those emotions
Sirf Ehsaas Hai Ke Zinda Hai
I'm only aware that I am living
Zindagi Jaisi Koi Baat Nahin
but it's not anything like life.
Sangdil Be-Reham Zamaane Mein
In such a stone-hearted, merciless world
Itna Majboor Aadmi Kyun Hai?
is man so helpless? 
Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?
Kyun Sisakti Hai Teri Tanhai?
Yeh Adhuri Si Zindagi Kyun Hai?
Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?






Thursday, December 1, 2011

Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

R.I.P.

 Kuldip Manak




The legendary Kuldip Manak passed away yesterday. His contribution to Punjabi folk music is substantial. This song tells the tale of Sohni searching along the riverbanks for her Mahiwal, asking the Ghada (clay urn) to bear her across the river to unite her with him. Sohni is portrayed holding her Ghada in this blog's title image. This song was recently reincarnated by Twin Beats as "Manak Drops The Pressure".  SaReGaMa has included in their Solid Gold remastered CD sets both Kuldip Manak and Dev Tharikewala compilations, I highly recommend both of them to lovers of Punjabi folk music.


Singer: Kuldip Manak
Lyrics: Dev Tharikewala aka Hardev Singh Dilgir
Music:  Charanjit Ahuja

O Pher Di Channa De Kande, Yaar Thol Di
She (Sohni) wanders along the river, searching for her lover,
Mahiwal Mahiwal Mukho Bol Di
saying, "Mahiwal, Mahiwal"
Ban Ke Marasa Sohni Dilli Paar (?) Nu 
Sohni ties a rope to the urn (dilla)  (?)
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
"Urn, unite me", she says, "with my beautiful lover".
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

Yaar Da Vichchorda Mera Seena Sal Da
Separation from my lover makes my heart ache
Milleya Na Mahiwal Mainu Kal Da
I haven't seen Mahiwal since yesterday.
Seene Naal Launa Main Taan Dildaar Nu
I want to embrace my love
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

Yaar Bina Suna Hai Jahaan Lagda Hai
Without her lover, she finds this world a desolate/lonely place.
Rehnda Neer Naina'chon Hamesha Vagda
Tears are always flowing from her eyes.
Yaar De Vichchorde Dita Maar Naar Nu
Separation from her lover is killing the girl.
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

Sohni Yaar Vaste Dissaunte (?) Khat Di
For her lover, Sohni  (?) bears hardships?
Yaar Da Bullan De Vich Naa Rut Di
Humming her lover's name upon her lips. 
Yaar Vichon Rab Disse Mutiyaar Nu
In her lover, the young woman sees God.
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

Chaati Hai Jo (?) Ghada Sohni Jaave Tarr Di
Sohni swims with the urn
Mukhon Mahiwal Mahiwal Karr Di
She calls out, "Mahiwal, Mahiwal"
Haaqa Naale Maardi Mulazedaar Nu
As she yells at her servant (?)
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

Murr Ke Tharik Piche Pair Pauna Na
Tharike (the poet's name), don't retrace your steps (don't look back).
Ishqe Nu Daag Aaj Sohni Launa Na
Sohni, don't besmirch Love's name
Aashiq Na Jaan De Ne Jit-Haar Nu
Lover's don't know anything about winning or losing.
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

My translation is as always my best attempt, corrections/additions are always welcome. Question marks denote words/translations that I am unsure of.
For more about Sohni & Mahiwal: http://en.wikipedia.org/wiki/Sohni_Mahiwal