Showing posts with label Lata Mangeshkar. Show all posts
Showing posts with label Lata Mangeshkar. Show all posts

Wednesday, February 22, 2012

Tum Mujh Se Door Chale Jaana Na


Film: Ishq Par Zor Nahin
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Sachin Dev Burman
MD: Anand Bakshi


Tum Mujh Se Door Chale Jaana Na
Main Tum Se Door Chale Jaoongi
Tum Mujh Se Door Chale Jaana Na
Main Tum Se Door Chale Jaoongi
Tum Mujh Se Door Chale Jaana Na
Main Tum Se Door Chale Jaoongi
Do not go far away from me, I will go far away from you.

Main Thi Anjaan Jee Ki Baaton Se
Anjaani Pyar Ki Baraaton Se
Main Thi Anjaan Jee Ki Baaton Se
Anjaani Pyar Ki Baraaton Se
I was oblivious to conversations of the heart, and unacquainted with the processions of love.
Doli Bana Ne Chali Thi Main
Aarthi Bani Mere Haathon Se
I was headed to make a (wedding) palanquin, my hands constructed a (funeral) bier (instead).
Tum Mujh Se Door Chale Jaana Na
Main Tum Se Door Chale...

Socha Tha Pyar Kar Ke Chori Se
Main Tum Ko Bandh Loongi Dori Se
Socha Tha Pyar Kar Ke Chori Se
Main Tum Ko Bandh Loongi Dori Se
I thought that by loving you in secret I would bind you to me with a string.
Kya Tha Pata, Chup Jayega 
Chanda Yun Rooth Ke Chakori Se
How did I know that the moon would hide itself from it's moonbird?
Tum Mujh Se Door Chale Jaana Na
Main Tum Se Door Chale Jaoongi

Kya Meri Preet Birha Ki Maari
Aansoo Mein Doob Gayi Chingari
Kya Meri Preet Birha Ki Maari
Aansoo Mein Doob Gayi Chingari
My love defeated by separation, the spark extinguished by tears.
(also alludes to burning tears).
Main Tum Se Haar Gayee Tum Jeete
Tum Mujh Se Jeet Gaye, Main Haari
 I've lost to you, you've won. You've defeated me, I surrender.
Tum Mujh Se Door Chale Jaana Na
Main Tum Se Door Chale Jaoongi
Tum Mujh Se Door Chale Jaana Na
Main Tum Se Door Chale Jaoongi
Tum Mujh Se Door Chale Jaana Na Chale Jaana Na
Main Tum Se Door Chale Jaoongi, Chale Jaoongi, Chale Jaoongi....


Wednesday, December 28, 2011

Aye Dil-e-Nadaan (extended version)



A sublime piece of music...


Film: Razia Sultan
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Jan Nisar Akhtar
MD: Khaiyyaam

Aye Dil-e-Nadaan

O naive Heart
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan
Arzoo Kya Hai?
What are you yearning for?
Justaju Kya Hai?
What are you searching for?
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan
Arzoo Kya Hai? 
Justaju Kya Hai?
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
Aye Dil-e-Nadaan




Hum Bhatakte Hai
I wander
Kyun Bhatakte Hai Dasht-o-Sahara Mein?
Why do I wander in the wild and desert?
Aaisa Lagta Hai Mauj Pyaasi Hai Apne Dariya Mein
It is as if (I'm a) wave (that) is thirsty in it's own river.
Kaisi Uljhan Hai, Kyun Yeh Uljhan Hai?
What is this entanglement, why is there this entanglement?
Ek Saaya Sa Rooh-ba-Rooh Kya Hai
There is a shadow upon me  (rooh-ba-rooh, literally soul to soul or face to face).
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan
Arzoo Kya Hai?
Justaju Kya Hai?


Kya Qayamat Hai, Kya Museebat Hai
What a crisis, what a hardship!
Keh Nahin Sagte Kis Ka Armaan Hai
 I can't say for whom I long.
Zindagi Jaise Khoyi Khoyi Hai, Hairaan Hairaan Hai
It's as if life itself is lost, bewildered


Yeh Zameen Chup Hai, Aasman Chup Hai
This land is silent, the sky is silent.


Phir Yeh Dhadkhan Si Charzoo Kya Hai
So why is this heartbeat (heard) everywhere (in all four directions)?
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan



Aye Dil-e-Nadaan
Aaisi Raahon Mein, Kitne Kaante Hai?
On these paths/roads, how many thorns are there?
Arzooun Ne
Arzooun Ne Har Kisi Dil Ko Dard Bante Hai
Desires have meted out  pain to every person's heart
Kitne Ghayal Hai? Kitne Bismil Hai?
How many are wounded, how many are sacrificed?
Eis Khudai Mein, Ek Tu Kya Hai?
 In this existence (providence), what are you alone?
(What is your suffering compared to the suffering of the world?)
Ek Tu Kya Hai?
Ek Tu Kya Hai?
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan









Monday, November 14, 2011

Na Tum Bewafa Ho


Film: Ek Kali Muskayee
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Rajinder Krishan
MD: Madan Mohan

Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Neither you are unfaithful, nor am I unfaithful.
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Magar Kya Karein? Apne Raahe Judah Hai
But what can we do? Our paths are separate
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Jahan Thandi Thandi Hawa Chal Rahi Hai
Jahan Thandi Thandi Hawa Chal Rahi Hai
Wherever cold winds blow
Kissi Ki Mohabbat Wahan Jal Rahi Hai
Someone's love is burning there
Zameen Aasmaan Hum Se Dono Khafa Hai
Land and Sky, both are upset with me.
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Abhi Kal Talak Tau Mohabbat Jawan Thi
Abhi Kal Talak Tau Mohabbat Jawan Thi
Until yesterday, love was young
Milan Hi Milan Tha, Judaai Kahan Thi
There were only meetings, there was no separation.
Magar Aaj Dono Hi Be-Aasra Hai
But today we are both hopeless (without hope) 
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Zamaana Kahe Meri Raahon Mein Aaja
Zamaana Kahe Meri Raahon Mein Aaja
The world says come into my paths.
Mohabbat Kahe Meri Baahon Mein Aaja
Love says come into my arms.
Woh Samjhe Na Majbooriyan Apni Kya Hai
They don't understand my helplessness
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Magar Kya Karein? Apne Raahe Judah Hai
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai

Saturday, September 17, 2011

Hai Mohabbat (Mohabbat Yeh Mohabbat) (extended version)

I had hoped that the extended version of this song found on the vinyl LP which comes in at over 8 minutes longe would not have the defect that has plagued me for years, unfortunately it seems to be a part of the original recording: a volume drop near the 4:34/4:38 mark when Lata sings Kuch Nahin Sab Ishq Hai. Anyhow here are the lyrics.... Does anyone know the first voice in this song? He is clearly part of the chorus as well but it does not sound like Suresh Wadkar to me.....



Film: Hero (1983)
Singers: Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar, male chorus
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal



Qayamat Hai Yeh
Nazakat Hai Yeh
Shararat Hai Yeh
Shikayat Hai Yeh
Qayamat Hai Yeh
Nazakat Hai Yeh
Shararat Hai Yeh
Shikayat Hai Yeh
Sharafat Hai Yeh
Adavat Hai Yeh
Inayat Hai Yeh
Ibadat Hai Yeh
Sharafat Hai Yeh
Adavat Hai Yeh
Inayat Hai Yeh
Ibadat Hai Yeh
Shikayat 
Sharafat 
Adavat 
Inayat 
Ibadat 
Baghavat
Ooohhhh
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Mohabbat Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat

Ooohhhh Ooohhhh

O Zindagi Ki Shaan Hai Yeh
Zindagi Ki Shaan Hai Yeh
Aadmi Ki Jaan Hai
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat

O Kehne Ko Shabnam Ka Katra
Kehne Ko Shabnam Ka Katra
Katre Mein Toofan Hai
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat 

Hmm, Is Se Jo Takrayega
Is Se Jo Takrayega
Woh Bahut Pachtayega
Woh Bahut Pachtayega
Toot Kar Reh Jayega
Reh Jayega
O Raasta Is Ka Jo Roke
Raasta Is Ka Jo Roke
Woh Bada Nadaan Hai
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat 
O Dil Ka Matlab Ishq Hai
Dil Ka Matlab Ishq Hai
Kuch Nahin Sab Ishq Hai
Kuch Nahin Sab Ishq Hai
Rab Hai Kya? Rab Ishq Hai
Rab Ishq Hai
O Bas Woh Dil Ghar Hai Khudah Ka
Bas Woh Dil Ghar Hai Khudah Ka
Jis Mein Yeh Mehmaan Hai
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat 

Koi Kitna Ho Ghareeb
Koi Kitna Ho Ghareeb
Pyar Jis Ko Hai Naseeb
Pyar Jis Ko Hai Naseeb
Woh Bada Hai Khushnaseeb
O Jis Ki Kismat Mein Nahin Yeh
Jis Ki Kismat Mein Nahin Yeh
Khak Woh Insaan Hai
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
O Zindagi Ki Shaan Hai Yeh
Aadmi Ki Jaan Hai
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat

reprise:

Qayamat Hai Yeh
Shikayat Hai Yeh
Ibadat Hai Yeh
Baghavat Hai Yeh

Inayat
Adavat
Qayamat
Shikayat
Ibadat
Baghavat
Ooohhhh
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat Yeh Mohabbat
Mohabbat
Mohabbat
Mohabbat
Mohabbat
Mohabbat
Mohabbat
Mohabbat
Mohabbat 


Thursday, December 10, 2009

Main Na Bhoolunga

Film: Roti Kapada Aur Makaan
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyrics: Santosh Anand
MD: Laxmikant - Pyarelaal

part 1

Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko

Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko

Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi

Ohhhh Ohhhh

Chalo Jagh Ko Bhoole
O Chalo Jagh Ko Bhoole

Khayalon Mein Jhoole
Bahaaron Mein Dole
Bahaaron Mein Dole

Sitaaron Ko Chhuu Le
Aa Teri Main Maang Sanwaron Tu Dulhan Ban Ja
Maang Se Jo Dulhan Ka Rishta Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi

Samay Ki Dhaara Mein
Samay Ki Dhaara Mein

Umar Beha Jaani Hai
Jo Khadi Jee Lenge
Jo Khadi Jee Lenge

Wohi Reha Jaani Hai
Main Ban Jaon Saans Aakhri
Tu Jeevan Ban Ja

Jeevan Se Saanson Ka Rishta Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi

Barasta Saawan Ho
Mehakta Aangan Ho
Kabhi Dil Dulha Ho
Kabhi Dil Dulhan Ho
Gagan Ban Kar Jhoome
Pawan Ban Kar Ghoome
Chalo Raahein Moray
Kabhi Na Sang Chhoday
Kehin Pe Chhup Jaana Hai
Nazar Nahin Aana Hai
Kehin Pe Bas Jayenge
Yeh Din Kat Jayenge
Arre Kya Baat Chali
Woh Dekho Raat Dhali
Yeh Baatein Chalti Rahe
Yeh Raatein Dhalti Rahe
Main Man Ko Mandir Kar Daalon
Tu Poojan Ban Ja

Mandir Se Pooja Ka Rishta
Main Na Bhoolungi

Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi

Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......



part 2

Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolunga
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko
Main Na Bhoolunga

Main Na Bhoolunga


In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko
Main Na Bhoolunga

hmmm hmmm hmm hmmmmm
Main Na Bhoolunga
hmmm hmmm hmm hmmmmm


Samay Ki Dhaara Mein
Samay Ki Dhaara Mein
Umar Beha Jaani Hai
Jo Khadi Jee Lenge
O Jo Khadi Jee Lenge
Wohi Reha Jaani Hai
Main Ban Jaon Saans Aakhri
Main Ban Jaon Saans Aakhri
Tu Jeevan Ban Ja...


Jeevan Se Saanson Ka Rishta Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolungi

Main Na Bhoolungi

Main Na Bhoolunga

Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......

Barasta Saawan Ho
Mehakta Aangan Ho
Kabhi Dil Dulha Ho
Kabhi Dil Dulhan Ho
Gagan Ban Kar Jhoome
Pawan Ban Kar Ghoome
Chalo Raahein Moray
Kabhi Na Sang Chhoday
Kehin Pe Chhup Jaana Hai
Nazar Nahin Aana Hai
Kehin Pe Bas Jayenge
Yeh Din Kat Jayenge
Arre Kya Baat Chali
Woh Dekho Raat Dhali
Yeh Baatein Chalti Rahe
Yeh Raatein Dhalti Rahe
Main Man Ko Mandir Kar Daalon
Tu Poojan Ban Ja

Mandir Se Pooja Ka Rishta
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolunga

Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi


Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......



part 3
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Hmmm Hmmmm Hmmmm Hmmmm...

Chalo Jagh Ko Bhoole
Khayalon Mein Jhoole
Chalo Jagh Ko Bhoole
Khayalon Mein Jhoole
Bahaaron Mein Dole
Sitaaron Ko Chhuu Le
Aa Teri Main Maang Sanwaron Tu Dulhan Ban Ja
Maang Se Jo Dulhan Ka Rishta Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi

Samay Ki Dhaara Mein
Umar Beha Jaani Hai
Jo Khadi Jee Lenge
Wohi Reha Jaani Hai
Main Ban Jaon Saans Aakhri
Tu Jeevan Ban Ja
Jeevan Se Saanson Ka Rishta Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolun......



Tuesday, December 8, 2009

Aaja Re O Mere Dilbar Aaja

Film: Noorie
Singers: Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh
Lyrics: Jan Nisar Akhtar
MD: Khaiyyaam

part 1

Noorie.....Noorie....
Aaja Re O Dilbar Janiya
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
O Aaja Re
O Noorie.....Noorie....

Ujala Ujala Naram Savera
Rooh Mein Meri Jhanke
Ujala Ujala Naram Savera
Rooh Mein Meri Jhanke
Pyar Se Pooche:
Kaun Basa Hai Tere Dil Mein Aake?
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Tu Hi Aa Ke Bata Ja Re
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
O Aaja Re
O Noorie.....Noorie....

Dard Jagaye Meetha Meetha
Armaan Jaage Jaage
Dard Jagaye Meetha Meetha
Armaan Jaage Jaage
Pyar Ki Pyaasi Main Deewani
Kuch Na Sochon Aagay
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Phir Se Aas Bandah Ja Re
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
O Aaja Re
O Noorie.....Noorie....


part 2

Noorie.....Noorie....
Aaja Re O Dilbar Janiya
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
O Aaja Re
O Noorie.....Noorie....

Shaam Suhaani Maheki Maheki
Khushboo Teri Laaye
Shaam Suhaani Maheki Maheki
Khushboo Teri Laaye
Paas Kahin Jab Kaliyan Chhatke
Main Jaanu Tu Aaye
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Mujhe Mein Aan Sama Ja Re
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
O Aaja Re
O Noorie.....Noorie....

Door Nahin Main Tujh Se Saathi
Main Tau Sada Se Teri
Door Nahin Main Tujh Se Saathi
Main Tau Sada Se Teri
Ek Nazar Jab Tujh Ko Dekhun
Jaage Kismat Meri
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Phir Se Aas Bandah Ja Re
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
O Aaja Re
O Noorie.....Noorie....




Album: Bollywod Flashback II
Singer: Gunjan
Producer: Bally Sagoo


Aaja Re O Dilbar Janiya
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
O Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
O Aaja Re...
O Noorie.....Noorie....

Shaam Suhaani Maheki Maheki
Khushboo Teri Laaye
Shaam Suhaani Maheki Maheki
Khushboo Teri Laaye
Paas Kahin Jab Kaliyan Chhatke
Main Jaanu Tu Aaye
Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
O Aaja Re, Aaja Re O Mere Dilbar, Aaja
Mujhe Mein Aan Sama Ja Re
O Aaja Re...
O Noorie.....Noorie....


Door Nahin Main Tujh Se Saathi
Main Tau Sada Se Teri
Door Nahin Main Tujh Se Saathi
Main Tau Sada Se Teri
Ek Nazar Jab Tujh Ko Dekhun
Jaage Kismat Meri
Aaja Re, Aaja O Mere Dilbar, Aaja
Dil Ki Pyaas Bujha Ja Re
O Aaja Re... Aaja...
O Noorie.....Noorie....Noorie....
Aaja....Aaja....Aaja....Aaja....

Sunday, August 2, 2009

Yeh Zindagi Usi Ki Hai

Film: Anarkali
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Rajinder Krishan
MD: Chitalkar Ramachandra


Yeh Zindagi Usi Ki Hai Part 1


Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...

Yeh Bahaar, Yeh Sama, Keha Raha Hai Pyar Kar
Kisi Ki Arzoo Mein Apne Dil Ko Beqaraar Kar
Yeh Bahaar, Yeh Sama, Keha Raha Hai Pyar Kar
Kisi Ki Arzoo Mein Apne Dil Ko Beqaraar Kar
Zindagi Hai Bewafa...
Zindagi Hai Bewafa, Loot Pyar Ka Mazaa
Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...

Dhadak Raha Hai Dil Tau Kya? Dil Ki Dhadakane Na Gin
Dhadak Raha Hai Dil Tau Kya? Dil Ki Dhadakne Na Gin
Phir Kahan Yeh Fursatein, Phir Kahan Yeh Raat Din
Aa Rahi Hai Yeh Sadaa...
Aa Rahi Hai Yeh Sadaa: Mastiyon Mein Doob Ja
Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...


Yeh Zindagi Usi Ki Hai Part 2

Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...

Jo Dil Yahan Na Mil Sake, Milenge Os Jahan Mein
Jo Dil Yahan Na Mil Sake, Milenge Os Jahan Mein
Khilenge Hasraton Ke Phool, Ja Ke Aasmaan Mein
Yeh Zindagi Chali Gayi...
Yeh Zindagi Chali Gayi Jo Pyar Mein Tau Kya Hua?
Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...

Sunayegi Yeh Dastaan, Shama Mere Mazaar Ki
Sunayegi Yeh Dastaan, Shama Mere Mazaar Ki
Khizaan Mein Bhi Khili Rahi, Yeh Kali Anar Ki
Isse Mazaar Mat Kaho...
Isse Mazaar Mat Kaho, Yeh Mahal Hai Pyar Ka
Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...

Hai Zindagi Ki Shaam Aa...
Zindagi Ki Shaam Aa, Tujhe Gale Lagaun Main
Tujhi Mein Doob Jaun Main
Jahan Ko Bhool Jaun Main
Bas Ek Nazar, Mere Sanam...
Alvidah....Alvidah...
Alvidah....Alvidah...
Alvidah....Alvidah...
Alvidah....Alvidah...






Saturday, August 1, 2009

Ek Pyar Ka Nagma Hai

Just because I was enjoying the vinyl recording today.... Thanks PC :D


Film: Shor

Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyrics: Santosh Anand
MD: Laxmikant - Pyarelaal


Ek Pyar Ka Nagma Hai Part 1


Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai


La La La La La La La La La La La
Kuch Paa Kar Khona Hai
Kuch Kho Kar Paana Hai
Jeevan Ka Matlab Tau
Aana Aur Jaana Hai
Do Pal Ke Jeevan Se
Ek Umar Churaani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai



Tu Dhaar Hai Nadiya Ki
Main Tera Kinara Hoon
 
Tu Mera Sahara Hai
Main Tera Sahara Hoon
Aankhon Mein Samundar Hai
Aashaon Ka Paani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai

Ek Pyar Ka Nagma Hai


Toofan Ko Aana Hai
Aa Kar, Chale Jaana Hai
Badal Hai Yeh Kuch Pal Ka
Chaa Kar Dhal Jaana Hai
Parchai Na Reha Jaati
Reha Jaati Nishani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai Part 2

Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Tu Dhar Hai Nadiya Ki
Main Tera Kinara Hoon
Tu Mera Sahara Hai
Main Tera Sahara Hoon
Aankhon Mein Samundar Hai
Aashaon Ka Paani Hai

Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai

Jo Dil Ko Tasalli De
Woh Saaz Utha Lao
Dum Ghutne Se Pehle Hi
Awaaz Utha Lao
Khushiyon Ka Taranjum Hai
Aashqon Ki Zabani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai

Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai



Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai



Ek Pyar Ka Nagma Hai Part 3

Tu Dhaar Hai Nadiya Ki
Main Tera Kinara Hoon
Tu Mera Sahara Hai
Main Tera Sahara Hoon
Aankhon Mein Samundar Hai
Aashaon Ka Paani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai


Kuch Paa Kar Khona Hai
Kuch Kho Kar Paana Hai
Jeevan Ka Matlab Tau
Aana Aur Jaana Hai
Eis Baat Ka Rona Hai
Har Cheez Tau Faani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai

Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai...

Friday, March 20, 2009

Sanware Sunao Bansuri

As requested by Z, the last one from Baseraa.


Film: Baseraa
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Gulzar
MD: Rahul Dev Burman

Sanware, Sunao Bansuri
love, play for me your flute
Sanware, Sunao...
Brinda Bani, Radha Banu
I became Brinda, I will become Radha
Duniya Kahe Bawri
the world calls me crazy (in love)
Sanware, Sunao Bansuri
O Brinda Bani, Radha Banu
Duniya Kahe Bawri
Sanware, Sunao Bansuri


Apne Aangan Bheej Le,
plant me in your courtyard
Apne Ang Mein, Apne Rang Mein Jo Seench Le
if you drench me with your body and your colors
Aaise Bhalun Tere Gali
I would grow thus in your street
Duniya Kahe Sanwari
the world would call me pure love
Sanware, Sunao Bansuri
O Brinda Bani, Radha Banu
Duniya Kahe Bawri
Sanware, Sunao Bansuri


Tere Mandir, Deep Main
your Mandir, I am the lamp
Tu Jo Bhar De Apni Jyoti Eis Seep Mein
if you fill this oyster with your light
Tere Mandir Deep Main
Tu Jo Bhar De Apni Jyoti Eis Seep Mein
Tere Charan Aise Padun,
Jaise Pade Sankali
I would fall at your feet as if chained
Sanware, Sunao Bansuri
O Brinda Bani, Radha Banu
Duniya Kahe Bawri
Sanware, Sunao Bansuri



Monday, March 16, 2009

Jane Kaise Beetegi Ye Barsaaten

As requested by Z.

Film: Baseraa
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Gulzar
MD: Rahul Dev Burman


Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaatein
Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaatein
I don't know how I'll survive this rainy season
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein
on borrowed days and borrowed nights
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein
Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaatein
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein

Jaane Kaise Beetegi...


Dhuan Dhuan Sa Rehta Hai
Bujhi Bujhi Si Aankhon Mein
a fog remains in my dimming eyes
Aahhh
Dhuan Dhuan Sa Rehta Hai
Bujhi Bujhi Si Aankhon Mein
Sulag Rahe Hai Geele Aansoo
wet tears are igniting
Aag Lagati Hai Barsaatein
the rainy season burns me
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein


Bhara Hua Tha Dil Shayad
perhaps my heart was full (overflowing)
Chalak Gaya Hai Seene Mein
and has spilled over into my chest
Bhara Hua Tha Dil Shayad
Chalak Gaya Hai Seene Mein
Behne Lage Hai Saare Shikwe
all my complaints are flowing away
Bade Ghamgeen Hai Dil Ki Baatein
the heart's words are full of sadness
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein
Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaatein
Maange Huye Din Hai, Maangi Huyi Raatein
Jaise Kaise Beetegi




Saturday, March 14, 2009

Jahanpe Sawera Ho Basera Wahin

As requested by Z. Been busy, but am still working on your requests. Sometimes the title of the post (title of the song) will differ from the way I type the lyrics out because in the title, I try to maintain the spelling on the original soundtracks (OSTs) for easy reference.

Film: Baseraa
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Gulzar
MD: Rahul Dev Burman

Kabhi Paas Baitho, Kissi Phool Ke Paas
sometime sit close to some flower
Suno, Jab Mehakta Hai, Bahut Kuch Yeh Kehta Hai
listen, when it becomes aromatic (gives off fragrance; blooms), it says a whole lot
Kabhi Gun-Guna Ke, Kabhi Muskura Ke,
somtimes humming, sometimes smiling
Kabhi Gun-Guna Ke, Kabhi Muskura Ke
Kabhi Chupke Chupke, Kabhi Khil-Khila Ke
sometimes quietly, sometimes laughingly
Jahan Pe Savera Ho, Basera Wahin Hai
where the morning rises, that is where one's home is
Jahan Pe Savera Ho, Basera Wahin Hai
Jahan Pe Savera Ho, Basera Wahin Hai

Kabhi Chhote Chhote Shabnam Ke Katre

Kabhi Chhote Chhote Shabnam Ke Katre
Dekhein Tau Honge Subh-o-Saveray

you have probably seen early in the morning, sometimes, small drops of dew
Yeh Nanhi Si Aankhein Jaagi Hai Shabh Bhar
these small eyes stay awake all night
Bahut Kuch Hai Dil Pe, Bas Itna Hai Labh Par
there is a whole lot on my heart, but just this on my lips:
Jahan Pe Savera Ho, Basera Wahin Hai
where the morning rises, that is where one's home is
Jahan Pe Savera Ho, Basera Wahin Hai

Na Mitti, Na Gaarah, Na Sona Sajaana
do not adorn it with dirt, nor mud, nor gold
Na Mitti, Na Gaarah, Na Sona Sajaana
Jahan Pyar Dekho, Wahin Ghar Banana
wherever you see love, make your house there
Yeh Dil Ki Imarat Banti Hai Dil Se
the heart's home is made by the heart
Dillasaun Ko Chhu Ke, Umeedon Se Mil Ke
touching consolation, meeting hopes
Jahan Pe Savera Ho...
(singer makes a sound like oh no as she reverses the line)
Jahan Pe Basera Ho, Savera Wahin Hai
where your house is , that is where your morning will rise
Jahan Pe Basera Ho, Savera Wahin Hai


Saturday, February 28, 2009

Chalte Chalte

An eternal classic, whenever I hear this song, much like the woman in the song, time seems to stand still for me, I stop what I'm doing and get lost in it.

Film: Pakeezah

Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Kaifi Azmi
MD: Ghulam Mohammed



Chalte Chalte...
walking along...
Chalte Chalte...
Yun Hi Koi Mil Gaya Tha
just like that, I met someone
Sar-e-Raah Chalte Chalte
walking along the roadside
Sar-e-Raah Chalte Chalte
Wahin Tham Ke Reh Gayee Hai...
Wahin Tham Ke Reh Gayee Hai
Meri Raat Dhalte Dhalte
that is where my fading night came to a halt
Meri Raat Dhalte Dhalte

Jo Kahi Gayee Na Mujh Se...
Jo Kahi Gayee Na Mujh Se
what I could not bring myself to say
Woh Zamaana Keh Raha Hai
the world is saying
Woh Zamaana Keh Raha Hai
Ke Fasaana...
Ke Fasaana Ban Gayi Hai
Ke Fasaana Ban Gayi Hai
Meri Baat Chalte Chalte
these words about me have traveled and become a story
Meri Baat Chalte Chalte
Yun Hi Koi Mil Gaya Tha
Yun Hi Koi Mil Gaya Tha
Sar-e-Raah Chalte Chalte
Sar-e-Raah Chalte Chalte

Yun Hi Koi Mil Gaya Tha
Sar-e-Raah Chalte Chalte
Chalte Chalte
Sar-e-Raah Chalte Chalte
Chalte Chalte
Chalte Chalte
Yun Hi Koi Mil Gaya Tha
Yun Hi Koi Mil Gaya Tha

Shabh-e-Intezaar Aakhir
Shabh-e-Intezaar Aakhir
Kabhi Hogi Mukhtasar Bhi
my waiting for the dawn must cease someday
Kabhi Hogi Mukhtasar Bhi
Yeh Chiraag...
Yeh Chiraag Bujh Rahe Hai
Yeh Chiraag Bujh Rahe Hai
Mere Saath Jalte Jalte
burning alongside me, these lamps are burning out
Mere Saath Jalte Jalte
Yeh Chiraag Bujh Rahe Hai
Yeh Chiraag Bujh Rahe Hai
Yeh Chiraag Bujh Rahe Hai
Yeh Chiraag Bujh Rahe Hai
Mere Saath Jalte Jalte
Mere Saath Jalte Jalte
Yun Hi Koi Mil Gaya Tha
Yun Hi Koi Mil Gaya Tha
Sar-e-Raah Chalte Chalte