Showing posts with label Mukesh. Show all posts
Showing posts with label Mukesh. Show all posts

Tuesday, November 15, 2011

Yeh Mera Deewanapan Hai


Film: Yahudi
Singer: Mukesh
Lyrics: Shailendra
MD: Shankar - Jaikishan

Dil Se Tujh Ko Be-Dilli Hai
You are unwilling to yield to your heart.
Mujh Ko Hai Dil Ka Garoor
My heart is filled with pride.
Tu Yeh Maane Ya Na Maane
Whether you believe it or not
Log Maanenge Zaroor
people will surely believe it.
Yeh Mera Deewanapan Hai
This is my madness
Yaan Mohabbat Ka Suroor
or love's intoxication
Tu Na Pechaane Tau Hai Yeh
You don't recognize that it is
Teri Nazaron Ka Kasoor
the fault of your eyes
Yeh Mera Deewanapan Hai


Dil Ko Teri Hi Tamanna
My heart yearns for you alone.
Dil Ko Hai Tujh Se Hi Pyar
My heart loves you alone.
Chahe Tu Aaye, Na Aaye
Whether you come, or don't come,
Hum Karenge Intezaar
I will wait (for you).
Yeh Mera Deewanapan Hai


Aaise Veerane Mein Ek Din
In such a desolate place, one day
Ghut Ke Mar Jayenge Hum
 I'll choke and die.
Jitna Ji Chahe Pukaaro
 Call for me all you want
Phir Nahin Aayenge Hum
I won't come then
Yeh Mera Deewanapan Hai

Thursday, December 10, 2009

Main Na Bhoolunga

Film: Roti Kapada Aur Makaan
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyrics: Santosh Anand
MD: Laxmikant - Pyarelaal

part 1

Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko

Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko

Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi

Ohhhh Ohhhh

Chalo Jagh Ko Bhoole
O Chalo Jagh Ko Bhoole

Khayalon Mein Jhoole
Bahaaron Mein Dole
Bahaaron Mein Dole

Sitaaron Ko Chhuu Le
Aa Teri Main Maang Sanwaron Tu Dulhan Ban Ja
Maang Se Jo Dulhan Ka Rishta Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi

Samay Ki Dhaara Mein
Samay Ki Dhaara Mein

Umar Beha Jaani Hai
Jo Khadi Jee Lenge
Jo Khadi Jee Lenge

Wohi Reha Jaani Hai
Main Ban Jaon Saans Aakhri
Tu Jeevan Ban Ja

Jeevan Se Saanson Ka Rishta Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi

Barasta Saawan Ho
Mehakta Aangan Ho
Kabhi Dil Dulha Ho
Kabhi Dil Dulhan Ho
Gagan Ban Kar Jhoome
Pawan Ban Kar Ghoome
Chalo Raahein Moray
Kabhi Na Sang Chhoday
Kehin Pe Chhup Jaana Hai
Nazar Nahin Aana Hai
Kehin Pe Bas Jayenge
Yeh Din Kat Jayenge
Arre Kya Baat Chali
Woh Dekho Raat Dhali
Yeh Baatein Chalti Rahe
Yeh Raatein Dhalti Rahe
Main Man Ko Mandir Kar Daalon
Tu Poojan Ban Ja

Mandir Se Pooja Ka Rishta
Main Na Bhoolungi

Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi

Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......



part 2

Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolunga
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko
Main Na Bhoolunga

Main Na Bhoolunga


In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko
Main Na Bhoolunga

hmmm hmmm hmm hmmmmm
Main Na Bhoolunga
hmmm hmmm hmm hmmmmm


Samay Ki Dhaara Mein
Samay Ki Dhaara Mein
Umar Beha Jaani Hai
Jo Khadi Jee Lenge
O Jo Khadi Jee Lenge
Wohi Reha Jaani Hai
Main Ban Jaon Saans Aakhri
Main Ban Jaon Saans Aakhri
Tu Jeevan Ban Ja...


Jeevan Se Saanson Ka Rishta Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolungi

Main Na Bhoolungi

Main Na Bhoolunga

Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......

Barasta Saawan Ho
Mehakta Aangan Ho
Kabhi Dil Dulha Ho
Kabhi Dil Dulhan Ho
Gagan Ban Kar Jhoome
Pawan Ban Kar Ghoome
Chalo Raahein Moray
Kabhi Na Sang Chhoday
Kehin Pe Chhup Jaana Hai
Nazar Nahin Aana Hai
Kehin Pe Bas Jayenge
Yeh Din Kat Jayenge
Arre Kya Baat Chali
Woh Dekho Raat Dhali
Yeh Baatein Chalti Rahe
Yeh Raatein Dhalti Rahe
Main Man Ko Mandir Kar Daalon
Tu Poojan Ban Ja

Mandir Se Pooja Ka Rishta
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolunga

Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi


Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......



part 3
Ohhhh Ohhhhh Ohhhhh Ohhhhh......
Hmmm Hmmmm Hmmmm Hmmmm...

Chalo Jagh Ko Bhoole
Khayalon Mein Jhoole
Chalo Jagh Ko Bhoole
Khayalon Mein Jhoole
Bahaaron Mein Dole
Sitaaron Ko Chhuu Le
Aa Teri Main Maang Sanwaron Tu Dulhan Ban Ja
Maang Se Jo Dulhan Ka Rishta Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi
In Rasmon Ko, In Kasmon Ko
In Rishte Naaton Ko
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi

Samay Ki Dhaara Mein
Umar Beha Jaani Hai
Jo Khadi Jee Lenge
Wohi Reha Jaani Hai
Main Ban Jaon Saans Aakhri
Tu Jeevan Ban Ja
Jeevan Se Saanson Ka Rishta Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolungi
Main Na Bhoolun......



Saturday, August 1, 2009

Ek Pyar Ka Nagma Hai

Just because I was enjoying the vinyl recording today.... Thanks PC :D


Film: Shor

Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyrics: Santosh Anand
MD: Laxmikant - Pyarelaal


Ek Pyar Ka Nagma Hai Part 1


Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai


La La La La La La La La La La La
Kuch Paa Kar Khona Hai
Kuch Kho Kar Paana Hai
Jeevan Ka Matlab Tau
Aana Aur Jaana Hai
Do Pal Ke Jeevan Se
Ek Umar Churaani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai



Tu Dhaar Hai Nadiya Ki
Main Tera Kinara Hoon
 
Tu Mera Sahara Hai
Main Tera Sahara Hoon
Aankhon Mein Samundar Hai
Aashaon Ka Paani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai

Ek Pyar Ka Nagma Hai


Toofan Ko Aana Hai
Aa Kar, Chale Jaana Hai
Badal Hai Yeh Kuch Pal Ka
Chaa Kar Dhal Jaana Hai
Parchai Na Reha Jaati
Reha Jaati Nishani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai Part 2

Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Tu Dhar Hai Nadiya Ki
Main Tera Kinara Hoon
Tu Mera Sahara Hai
Main Tera Sahara Hoon
Aankhon Mein Samundar Hai
Aashaon Ka Paani Hai

Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai

Jo Dil Ko Tasalli De
Woh Saaz Utha Lao
Dum Ghutne Se Pehle Hi
Awaaz Utha Lao
Khushiyon Ka Taranjum Hai
Aashqon Ki Zabani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai

Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai



Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai



Ek Pyar Ka Nagma Hai Part 3

Tu Dhaar Hai Nadiya Ki
Main Tera Kinara Hoon
Tu Mera Sahara Hai
Main Tera Sahara Hoon
Aankhon Mein Samundar Hai
Aashaon Ka Paani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai


Kuch Paa Kar Khona Hai
Kuch Kho Kar Paana Hai
Jeevan Ka Matlab Tau
Aana Aur Jaana Hai
Eis Baat Ka Rona Hai
Har Cheez Tau Faani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai

Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai
Maujon Ki Rawani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin
Teri Meri Kahani Hai
Ek Pyar Ka Nagma Hai...