Showing posts with label Rajinder Krishan. Show all posts
Showing posts with label Rajinder Krishan. Show all posts

Sunday, January 8, 2012

Mohabbat Ke Dhoke Mein


I was reminded of this beauty by a post at Bolly Vault.


Film: Bari Behen (1948)
Singer: Rafi
Lyrics: Rajinder Krishan
MD:  Husnlal - Bhagatram


Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Let no one fall under the spell of love
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
It makes you laugh for a day (but) makes you cry for one hundred days.
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye


Mujhe Jab Kisi Se Mohabbat Nahin Thi
When I was not in love with anyone
Mohabbat Nahin Thi
Tau Aankhon Ko Rone Ki Aadat Nahin Thi
My eyes were not accustomed to crying.
Aadat Nahin Thi
Mohabbat Ne Aankhon Mein Aansoo Basaye
Love has brought tears to my eyes.
Aansoo Basaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye


Mere Dil Ko Dekho, Jo Dhoke Mein Aaya
Look at my heart, that fell under the spell
Dhoke Mein Aaya
Mohabbat Ka Ek Geet Bhoole Se Gaya
It slipped and sang the song of love
Bhoole Se Gaya
Magar Raat Din Ab Karre "Haye Haye"
But now, night and day it laments, "haye haye"
Karre Haye Haye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye






Monday, November 14, 2011

Na Tum Bewafa Ho


Film: Ek Kali Muskayee
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Rajinder Krishan
MD: Madan Mohan

Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Neither you are unfaithful, nor am I unfaithful.
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Magar Kya Karein? Apne Raahe Judah Hai
But what can we do? Our paths are separate
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Jahan Thandi Thandi Hawa Chal Rahi Hai
Jahan Thandi Thandi Hawa Chal Rahi Hai
Wherever cold winds blow
Kissi Ki Mohabbat Wahan Jal Rahi Hai
Someone's love is burning there
Zameen Aasmaan Hum Se Dono Khafa Hai
Land and Sky, both are upset with me.
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Abhi Kal Talak Tau Mohabbat Jawan Thi
Abhi Kal Talak Tau Mohabbat Jawan Thi
Until yesterday, love was young
Milan Hi Milan Tha, Judaai Kahan Thi
There were only meetings, there was no separation.
Magar Aaj Dono Hi Be-Aasra Hai
But today we are both hopeless (without hope) 
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Zamaana Kahe Meri Raahon Mein Aaja
Zamaana Kahe Meri Raahon Mein Aaja
The world says come into my paths.
Mohabbat Kahe Meri Baahon Mein Aaja
Love says come into my arms.
Woh Samjhe Na Majbooriyan Apni Kya Hai
They don't understand my helplessness
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Magar Kya Karein? Apne Raahe Judah Hai
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai

Sunday, August 2, 2009

Yeh Zindagi Usi Ki Hai

Film: Anarkali
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Rajinder Krishan
MD: Chitalkar Ramachandra


Yeh Zindagi Usi Ki Hai Part 1


Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...

Yeh Bahaar, Yeh Sama, Keha Raha Hai Pyar Kar
Kisi Ki Arzoo Mein Apne Dil Ko Beqaraar Kar
Yeh Bahaar, Yeh Sama, Keha Raha Hai Pyar Kar
Kisi Ki Arzoo Mein Apne Dil Ko Beqaraar Kar
Zindagi Hai Bewafa...
Zindagi Hai Bewafa, Loot Pyar Ka Mazaa
Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...

Dhadak Raha Hai Dil Tau Kya? Dil Ki Dhadakane Na Gin
Dhadak Raha Hai Dil Tau Kya? Dil Ki Dhadakne Na Gin
Phir Kahan Yeh Fursatein, Phir Kahan Yeh Raat Din
Aa Rahi Hai Yeh Sadaa...
Aa Rahi Hai Yeh Sadaa: Mastiyon Mein Doob Ja
Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...


Yeh Zindagi Usi Ki Hai Part 2

Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...

Jo Dil Yahan Na Mil Sake, Milenge Os Jahan Mein
Jo Dil Yahan Na Mil Sake, Milenge Os Jahan Mein
Khilenge Hasraton Ke Phool, Ja Ke Aasmaan Mein
Yeh Zindagi Chali Gayi...
Yeh Zindagi Chali Gayi Jo Pyar Mein Tau Kya Hua?
Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...

Sunayegi Yeh Dastaan, Shama Mere Mazaar Ki
Sunayegi Yeh Dastaan, Shama Mere Mazaar Ki
Khizaan Mein Bhi Khili Rahi, Yeh Kali Anar Ki
Isse Mazaar Mat Kaho...
Isse Mazaar Mat Kaho, Yeh Mahal Hai Pyar Ka
Yeh Zindagi Usi Ki Hai, Jo Kisi Ka Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya
Yeh Zindagi Usi Ki Hai...

Hai Zindagi Ki Shaam Aa...
Zindagi Ki Shaam Aa, Tujhe Gale Lagaun Main
Tujhi Mein Doob Jaun Main
Jahan Ko Bhool Jaun Main
Bas Ek Nazar, Mere Sanam...
Alvidah....Alvidah...
Alvidah....Alvidah...
Alvidah....Alvidah...
Alvidah....Alvidah...