Showing posts with label Shankar - Jaikishan. Show all posts
Showing posts with label Shankar - Jaikishan. Show all posts

Tuesday, November 15, 2011

Yeh Mera Deewanapan Hai


Film: Yahudi
Singer: Mukesh
Lyrics: Shailendra
MD: Shankar - Jaikishan

Dil Se Tujh Ko Be-Dilli Hai
You are unwilling to yield to your heart.
Mujh Ko Hai Dil Ka Garoor
My heart is filled with pride.
Tu Yeh Maane Ya Na Maane
Whether you believe it or not
Log Maanenge Zaroor
people will surely believe it.
Yeh Mera Deewanapan Hai
This is my madness
Yaan Mohabbat Ka Suroor
or love's intoxication
Tu Na Pechaane Tau Hai Yeh
You don't recognize that it is
Teri Nazaron Ka Kasoor
the fault of your eyes
Yeh Mera Deewanapan Hai


Dil Ko Teri Hi Tamanna
My heart yearns for you alone.
Dil Ko Hai Tujh Se Hi Pyar
My heart loves you alone.
Chahe Tu Aaye, Na Aaye
Whether you come, or don't come,
Hum Karenge Intezaar
I will wait (for you).
Yeh Mera Deewanapan Hai


Aaise Veerane Mein Ek Din
In such a desolate place, one day
Ghut Ke Mar Jayenge Hum
 I'll choke and die.
Jitna Ji Chahe Pukaaro
 Call for me all you want
Phir Nahin Aayenge Hum
I won't come then
Yeh Mera Deewanapan Hai

Thursday, October 20, 2011

Jaan Pechan Ho

As I was saying in my last post, the global allure of Bollywood funk continues. My friend K said he saw this commercial on TV the other day: Heineken's "The Date"



That's Rafi's Jaan Pechan Ho from the film Gumnaam composed by Shankar - Jaikishan, also seen in the movie Ghost World.  Reminds me of the finale of The Simpsons episode Kiss Kiss, Bang Bangalore  - a rousing Bollywood group dance to Kishore Kumar's Pal Bhar Ke Liye from the film Johny Mera Naam composed by Kalyanji - Anandji. There's a bad quality clip on youtube of that one, I have a good quality one somewhere on my HD I recorded once upon a time, I would put it up but Fox will only take it down, lol.

Both of these soundtracks were posted at Music From The Third Floor in the past. :)


Film: Gumnaam
Singer: Rafi
Lyrics: Shailendra
MD: Shankar - Jaikishan

Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho
if we were acquainted, life would be easy
Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho
Dil Ko Churane Waalon, Aankh Na Churao.... Naam Tau Batao
 you who have stolen my heart, don't avert your eyes...tell me your name
Jaan Pehchan Ho, O Ho Jeena Aasaan Ho
A Ha Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho
Dil Ko Churane Waalon, Aankh Na Churao.... Naam Tau Batao
Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho

Haye, Aaj Ki Yeh Shaam Jawaan, Yun Na Chali Jaaye
this night of youth, don't let it get away
Aaj Ki Yeh Shaam Jawaan, Yun Na Chali Jaaye
Phir Se Na Aayegi Yeh Kisi Ke Bulaaye
it won't return again no matter who summons it
Phir Se Na Aayegi Yeh Kisi Ke Bulaaye
Phir Se Na Aayegi Yeh Kisi Ke Bulaaye Ya! Whoo Hoo!
Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho
Jaan Pehchan Ho, Hmm, Jeena Aasaan Ho
Dil Ko Churane Waalon, Aankh Na Churao.... Naam Tau Batao
Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho

Bolo Ya Na Bolo Tum, Ho Gaye Ishaare 
speak, or don't speak, flirtations have been exchanged
Bolo Ya Na Bolo Tum, Ho Gaye Ishaare
Seedhi Seedhi Chhot Huyi Dil Pe Hamaare
my heart has been wounded straight on
Seedhi Seedhi Chhot Huyi Dil Pe Hamaare
Seedhi Seedhi Chhot Huyi Dil Pe Hamaare, Ya Hoo!
Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho
Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho
Dil Ko Churane Waalon, Aankh Na Churao.... Naam Tau Batao
Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho

Oh Chhup-Chhup Dekha-Dekhi, Nazarein Deewani
 silent on both ends, looking at each, eyes mad in love
Chhup-Chhup Dekha-Dekhi, Nazarein Deewani
Zara Si Yeh Baat Ban Jaaye Na Kahani
(be careful that) this small interlude does not become a story
Zara Si Yeh Baat Ban Jaaye Na Kahani
Zara Si Yeh Baat Ban Jaaye Na Kahani, Haye!
Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho
Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho
Dil Ko Churane Waalon, Aankh Na Churao.... Naam Tau Batao
Jaan Pehchan Ho, Jeena Aasaan Ho


aka Jan Pahechan Ho (official title on LP)