Showing posts with label Kalyanji - Anandji. Show all posts
Showing posts with label Kalyanji - Anandji. Show all posts

Monday, December 12, 2011

Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka


Film: Ghungroo
Singer: Asha Bhosle
Lyrics: Prabha Thakur
MD: Kalyanji - Anandji



Yeh Jashn-e-Mohabbat Ho Mubarak Huzoor Ko
Kaise Chupaaon Aaj Khushi Ke Saroor Ko?
Itni Khushi Mili Ke Yeh Ansoo Machal Pade
Main Khush Hoon, Maaf Ki Jiye Mere Qusoor Ko
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein...


Anjaam Hai... Anjaam Hai...
Anjaam Hai Yeh Pyar Ka, Yeh Pyar Ka Sila
Kya Aap Se Shikayatein? Kya Aap Se Gila?
Fariyad Kya Sunega, Sunega...
Fariyad Kya Sunega Yeh Darbar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein...


Ji Chahata Aap Ko Jee Bhar Ke Dekh Le
Phir Zindagi Mein Aap Se Mil Paaye Na Mile
Shayad Yehi Ho Aakhri...
Shayad Yehi Ho Aakhri Deedar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein...


Dil Maange, Dil De Doon, Jaan Maange, Jaan De Doon, Tere Liye Jaan-e-jaan
Sun Le O Dil Jaani, Main Teri Deewani, Mere Liye Tu Khudah
Ashqon Ko Peena Hai, Tanha Hi Jeena Hai, Tanha Hi Jee Lenge Hum
Teri Khushi Hai Tau, Yeh Zindagi Hai Tau, Zakhmon Ko See Lenge Hum
Yeh Shama Jalne Do, Sholay Machalne Do, Hai Samna Yaar Ka
Ghungroo Bikharne Do, Yeh Rang Chadhne Do, Bikhre Lahu Pyar Ka
Alvidah... Alvidah... Alvidah... Alvidah... Alvidah... Alvidah...












Wednesday, August 3, 2011

Wafa Jo Na Ki

A year and a day ago my Chacha passed away. The only thing I used to have in common with him was his love of hindi music when he was young. Finding "Wafa Jo Na Ki" on a vinyl record of his when I was a little one was such a treasure find to me. And then again finding another stanza in a DVD version was almost too much to take. I had only known the cassette version of Muqaddar Ka Sikandar and this song was not on it. It was also not on the initial releases of the CD. Few years back, it was finally slapped on a CD. Holding out hope that someday this song will appear in it's entirety on a CD. Here are the full lyrics as far as I know them, drawing from both soundtrack and film versions - different cuts of the film have different versions too. One of my favorite mujras.



Film: Muqaddar Ka Sikandar

Singers: Hemlata
Lyrics: Anjaan
MD: Kalyanji - Anandji
not on soundtrack version



Manzur Nahin Meri Mohabbat Tau Kya Hua,
Ae Dost, Dushmani Hi Nibhaane Ke Liye Aa
Maana Tere Karam Ke Tau Qabil Nahin Rahe
Aa Mere Dil Pe Zulm Hi Dhaney Ke Liye Aa


Wafa Jo Na Ki Tau Jaffa Bhi Na Ki Jiye
Wafa Jo Na Ki Tau Jaffa Bhi Na Ki Jiye
Sitam, Jaan-e-Man, Eis Tarah Bhi Na Ki Jiye
Ke Marrne Ki Tamanna Mein, Kehin Jee Na Jaye
Ke Marrne Ki Tamanna Mein, Kehin Jee Na Jaye
Wafaaa aaa aaa


Tumhe Jab Se Dekha Mujhe Yun Laga
Ke Kashti Ko Ab Nakhudah Mil Gaya
Ibadat Mere Dil Ne Ki Eis Tarah
Mere Dil Ko Jaise Khudah Mil Gaya
Dua Jo Na Di, Bad-dua Bhi Na Di Jiye
Sitam, Jaan-e-Man, Eis Tarah Bhi Na Ki Jiye
Ke Marrne Ki Tamanna Mein, Kehin Jee Na Jaye
Ke Marrne Ki Tamanna Mein, Kehin Jee Na Jaye
Wafaaa aaa aaa


Nahin Ishq Hum Se, Nahin Na Sahi
Humein Ishq Tum Se Hai Hum Kya Karre
Hai Marr Marr Ke Jeene Ki Aadat Humein
Tumhari Bhala Se Jeeye Yaan Marre
Bhala....
Bhala Na Kiya Tau, Burra Bhi Na Ki Jiye
Sitam, Jaan-e-Man, Eis Tarah Bhi Na Ki Jiye
Ke Marrne Ki Tamanna Mein, Kehin Jee Na Jaye
Ke Marne Ki Tamanna Mein, Kehin Jee Na Jaye
Wafaa aaa aaa

Wafa Jo Na Ki Tau Jaffa Bhi Na Ki Jiye
Sitam, Jaan-e-Man, Eis Tarah Bhi Na Ki Jiye
Ke Marrne Ki Tamanna Mein, Kehin Jee Na Jaye
Ke Marrne Ki Tamanna Mein, Kehin Jee Na Jaye

Wafaa aaa aaa







Friday, July 22, 2011

Ek Tara Bole

By request. :) A song featuring a simple yet endearing instrument described by "ajnabi" of washerman's dog blogspot. Personally when I think of the "Ektara" or "Ek Tara" instrument I think of the song Ek Tara Vajda Ve Ranjhana which is more traditionally sung as "Do Tara Vajda Ve". The word tara means string/wire and it sounds identical to the word in Hindi and Punjabi that means star. Recently it was sadly wrongly translated on the acoustic version of Ek Tara (from the album Pure Desi Volume 2, produced by Jeet Bhogal, vocals by Jaswinder Jassi) in the intro as "one star" instead of "one string". Both the Ektara and the Dotara show us that it does not take a fancy instrument to make beautiful music.

Film:
Yaadgar
Singer: Mahendra Kapoor & Chorus
Lyrics: Varma Malik
MD: Kalyanji - Anandji


Ek Tara Bole, Tun Tun
ektara says "tun tun"
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
what is it saying to you? listen...
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Baat Hai Lambi, Matlab Gol
it's a long story, it's meaning circular
Khol Na De Yeh Sab Ke Pol
I hope it doesn't expose everyone's secrets
Tau Phir Us Ke Baad...
then after that
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun

Kuch Aaise Log Bhi Hote Hai
Kuch Aaise Log Bhi Hote Hai
there are such people
Apni Galti Pe Rote Hai
that cry about their mistakes
Apna Tau Bhet Nahin Bhartha
they can't fill their own stomachs
Par Das Das Bachay Hote Hai
Par Das Das Bachay Hote Hai
yet they have 10 children
Har Saal Calendar Chhap Diya
every year a calendar gets printed
Parivaar Niyojan Saaf Kiya
family planing disappears
Tau Phir Us Ke Baad...
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun

Pehle Tau Tha Chola Burkha
Pehle Tau Tha Chola Burkha
first, there was the chola (long shirt) and burkha (veil)
Phir Khat Khat Ke Woh Hua Kurta
then it was cut and became the kurta (short shirt)
Chole Ke Ab Choli Hai Bani
now the chola (long shirt) has become the choli (very short shirt)
Choli Se Aage Kya Hoga
what will come next? (after the choli)
Choli Se Aage Kya Hoga
Yeh Fashion Bhartha Bhartha Gaya
if fashion keeps growing like this
Aur Kapda Tan Se Khatda Gaya
and cloth that covers the body keeps diminishing
Tau Phir Us Ke Baad
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun

Arre He Teri Aaisi Taisi
Arre He Teri Aaisi Taisi
tit for tat
Surat Hai Ladki Jaisi
you look like a girl
Tang Pant, Patli Tangein
(with your) tight pants, tight pantlegs
Lagti Hai Cigarette Jaisi
(you) look like a cigarette
Lagti Hai Cigarette Jaisi
Desh Ka Yehi Jawan Hai Tau
if the soldiers (youth) of this nation are like this
Desh Ki Yeh Santan Hai
if the children of this nation are like this
Tau Phir Us Ke Baad
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun

Arre Rocket Koi Chadhata Hai
Arre Rocket Koi Chadhata Hai
someone flies a rocket
Koi Atam Bomb Banata Hai
someone else makes an atom bomb
Aman Ke Naam Pe Dekho Woh
look, in the name of peace
Duniya Pe Rob Jamata Hai
they demonstrate their power
Duniya Pe Rog Jamata Hai
Barood Agar Yeh Chal Jaye
if these weapons go off
Saari Duniya Jal Jaye
if the whole world burns
Tau Phir Us Ke Baad
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun

Mandir Se Log Ghabrate Hai
Mandir Se Log Ghabrate Hai
people are afraid of the Mandir
Aur Roz Club Mein Jaate Hai
and go to clubs all the time
Log Bhakti Bhajan Sab Bhool Gaye
people have forgotten the religious hymns
Aur Filmi Gaane Gaate Hai
and they sing film songs
Jab Dharm Nahin Aur Sharm Nahin
when there is no religion and no shame
Koi Bhi Accha Karm Nahin
and no good deeds
Tau Phir Us Ke Baad
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun

Do Kism Ke Neta Hote Hai
Ek Deta Hai Ek Paata Hai
there are two kinds of leaders
Ohhhhh
Ek Desh Ko Loot Ke Khata Hai
one that takes from his country
Ek Desh Pe Jaan Lootata Hai
and one that gives his life for his country
Ohhhhh
Ek Zinda Reh Kar Marta Hai
one dies while living
Ek Mar Kar Jeevan Paata Hai
and one gains life only after dying
Ek Marra Tau Naam-o-Nishaan Hi Nahin
one dies without any remembrance (symbolic name)
Ek Yaadgar Ban Jaata Hai
and the other cannot be forgotten

Ek Yaadgar Ban Jaata Hai
Bhagwan Kare Mere Desh Ke Sab Neta Hi Ban Jayein Aaise
may god will it so, that all the leaders of my country would become like this:
Thode Se Lal Bahadur Ho
some like Lal Bahadur
Thode Se Ho Nehru Jaise
some like Nehru
Thode Se Ho Nehru Jaise
Ram Na Kare Mere Desh Ko
Ram Na Kare Mere Desh Ko
Kabhi Bhi Aaisa Neta Mile
may god not will it so, that the leaders of my country would be like this:
Jo Aap Bhi Doobe, Desh Bhi Doobe, Janta Ko Bhi Le Doobe
Arre, Janta Ko Bhi Le Doobe
one who drowns, taking the country and people with him
Vote Liya Aur Khisak Gaya Jab Kursi Se Chipak Gaya
or one who wins votes but then disappears after gaining his chair
Tau Phir Us Ke Baad
Us Ke Baad?
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun



Jis Ghar Mein Daku Chor Chhupe

a house that has hidden dacoits and thieves
Us Ghar Ki Mehanat Kya Hogi
what hard work would such a house have?
Jis Daur Ke Yeh Annadata Ho
an era that has such a provider of food
Us Daur Ki Kismat Kya Hogi
what would be that generations's destiny?
Jis Maa Ke Bachay Bhooke Rahe
a mother who's children remain hungry
Us Maa Ki Haalat Kya Hogi
what would be the state of such a mother
Jo Desh Milavat Khata Hai
a country that eats contaminated food
Us Desh Ki Taaqat Kya Hogi
what strength will such a nation have?
Us Desh Ki Taaqat Kya Hogi
Yehi Woh Ration Waala Hai
Yehi Woh Ration Waala Hai
this is the same "rationwaala" (person who doles out the ration)
Jis Ne Kuch Kiya Ghotala Hai
that has made such a mess of things
Attay Mein Reth Milai Hai
mixing sand into flour
Shakr Mein Atta Daala Hai
(and) flour into sugar
Shakr Mein Aata Daala Hai
Duniya Yeh Ration Khati Rahi
the world eats this ration
Nit Nayi Bimari Aati Rahi
and (because of that) new illnesses are borne
Tau Phir Us Ke Baad
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun


Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun
Jo Doctor Ban Kar Aata Hai
he who becomes a doctor
Pehle Yeh Kasmein Khata Hai
first takes this oath
Sewa Main Karoonga Janta Ki
"I will serve the people"
Yehi Vishwas Dilaata Hai
he assures us
Ohhhhh
Aur Jab Degree Mil Jaati Hai
and after getting his degree
Eis Baat Ko Bhool Hi Jaata Hai
he forgets about this promise
Bhagwan Ke Peeche Doctor Hi, Insaan Ki Jaan Bachata Hai
next to God, it's a doctor that can save a human life

Insaan Ki Jaan Bachata Hai
Bimaar Pe Jo Na Taras Khaye
he who does not feel pity for the sick
Bimaar Pe Jo Na Taras Khaye
Aur Lahparvahi Kar Jaaye
and is careless
Woh Hi Doctor Is Desh Ki Sab Se Badi Bimaari Ban Jaye
that same doctor becomes this nation's biggest illness
Badi Bimaari Ban Jaye
Jo Jaan Ki Keemat Na Samjhe
he who does not understand the value of a life
Insaan Ki Keemat Na Samjhe
does not understand the value of a human being
Tau Phir Us Ke Baad
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun


Yeh Laal Hai Bharat Maata Ke
these are the dear (children) of their motherland
Maa Se Hi Daga Kamaate Hai
they deceive their mother
Yeh Cheen Ke Roti Bhaiyon Ki
steal food from their brothers
Apni Jebein Bhar Jaate Hai
and fill their own pockets
Ohhhhh
Us Thali Mein Hi Chhed Kare
Jis Thali Mein Yeh Khate Hai
they make a hole in the same plate that they eat from
Jis Thali Mein Yeh Khate Hai
Apni Janani Ke Doodh Me Dekho, Aap Hi Zehar Milate Hai
they themselves poison their own mother's milk
Aap Ki Zehar Milate Hai
Janta Ki Kamai Khate Rahe
if they keep feeding off the people's wealth
Yeh Yun Hi Loot Machate Rahe
keep on looting
Tau Phir Us Ke Baad
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Ek Tara Bole, Tun Tun
Kya Kahe Yeh Tum Se, Sun Sun
Ek Tara Bole, Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun
Tun Tun Tun Tun Tun

Saturday, December 13, 2008

Mujhe Aaisa Mila Moti

As requested by Z, also another playlist favorite. :)


Film: Pighalta Aasman
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Indivar
MD: Kalyanji - Anandji


Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
I've received a pearl, such a pearl that is probably not found in the ocean.
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga
I've received a star, (such a star) that is probably not found in the sky.

Tan Jis Ka Hai Man Bhavan, Man Jis Ka Paawan Paawan
Whose body is pleasing to the mind, whose heart is pure.
Aaise Woh Mila, Jaise Ke Mile Pyasi Dharti Ko Saawan
I've received him as the thirsty land receives the rainy season.
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga

Mehalon Se Main Kabh Maani, Daulat Ko Na Daulat Jaani
Since when do I believe in palaces? I don't treat money (wealth) as wealth.
Mehalon Se Main Kabh Maani, Daulat Ko Na Daulat Jaani
Saara Jahan Surat Hi Dekhe, Main Seerat Ki Deewani
The whole world looks at appearance, I'm crazy about character.
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga

Woh Jaffa Karre, Seha Loongi, Woh Gila Karre, Seha Loongi

If he's unjust, I'll bear it. If he complains, I'll bear it.
Woh Jaffa Karre, Seha Loongi, Woh Gila Karre, Seha Loongi
Jis Haal Mein Woh Rakhe Mujh Ko, Us Haal Mein Main Reha Loongi

Whatever condition he keeps me in, I'll stay in that condition.
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga




Friday, November 21, 2008

O Saathiya

At the request of Z:

Film: Vidhaata
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Kalyanji - Anandji


O Saathiya
O Saathiya
companion,
Saare Sahaare Toot Jaaye
if all supports break
Rooth Jaaye Log Hum Se, Kya Hua?
if everyone becomes displeased with us, so what?
Tera Sahara Hoon Main, Mera Sahara Hai Tu
I am your support, you are mine
Tera Sahara Hoon Main
O Saathiya

Ek Duuje Ke Ho Jaayein
let's become each other
Ek Duuje Mein Kho Jaayein
let's get lost in one another
Ek Duuje Ke Ho Jaayein
Ek Duuje Mein Kho Jaayein
Mehalon Se Acchi Galiyan, Chal Apne Ghar Ko Jaayein
the road that leads to our home will be better then the ones that lead to palaces
Ohhh Aa Thaam Le Tu Meri Baahein
come, hold my arms
Sab Nigahen Phir Le Tau Kya Hua?
if everyone turns their eyes from us, so what?
Pyar Ki Dhara Hoon Main, Mera Kinara Hai Tu
I am a river/current of love, you are my river bank
Pyar Ki Dhara Hoon Main
O Saathiya
Saare Sahaare Toot Jaaye
Rooth Jaaye Log Hum Se, Kya Hua?
Tera Sahara Hoon Main
O Saathiya

Jeena Hai, Hum Tau Jee Lenge
we must live, so we will live
Zakhmon Ko Bhi See Lenge
we will endure wounds too
Jeena Hai, Hum Jee Lenge
Zakhmon Ko Bhi See Lenge
Aaya Jo Pyaasa Saawan
if a thirsty rainy season comes
Apne Aansoo Pee Lenge
we'll drink our tears
Ohhh Ban Jaaye Kaante Phool Saare
if all the flowers turn into thorns
Yeh Nazarein Doob Jaaye, Kya Hua?
and all the sights drown, so what?
Teri Nazar Hoon Main, Mera Nazaara Hai Tu
I am your sight, you are my vista
Teri Nazar Hoon Main
O Saathiya
Saare Sahaare Toot Jaaye
Rooth Jaaye Log Hum Se, Kya Hua?
Tera Sahara Hoon Main, Mera Sahara Hai Tu
Tera Sahara Hoon Main
O Saathiya
O Saathiya
O Saathiya




Wednesday, November 12, 2008

Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua

Just because I was enjoying this beauty once again today. :)

Film: Ghungroo
Singer: Asha Bhosle
Lyrics: Prabha Thakur
MD: Kalyanji - Anandji

Falak Pe Jitne Sitaare Hai, Zindagi Ho Teri
Chand Se Ziada Zamaane Mein Roshni Ho Teri
Tera Sadqa Uttar Doon, Kehin Nazar Na Lage
Tu Sada Khush Rahe, Duniya Ki Har Khushi Ho Teri
Tum Salamat Raho, Haan, Salamat Raho
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Mere Damand Mein Hai Bhi Kya,
Mere Damand Mein Hai Bhi Kya, Dua Ke Siva?
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua

Ahhhh
Sholay Armaanon Ke Machalte Hai

Hum Shama Ki Tarah Pighalte Hai
Sholay Armaanon Ke Machalte Hai
Hum Shama Ki Tarah Pighalte Hai
Tumhari Bazm Mein Jalte Hai Chiraag
Jalte Hai Chiraag...
Meri Aankhon Mein Khwab Jalte Hai
Sholay Armaanon Ke Machalte Hai
Dekhti Hoon Jidhar, Ho Tum Hi Tum Udhar
Dekhti Hoon Jidhar, Ho Tum Hi Tum Udhar
Kuch Nazar Aaye Na Ab Tumhare Siva
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua

Ab Baharon Ki Zaroorat Kya Hai
In Nazaraon Ki Zaroorat Kya Hai
Ab Baharon Ki Zaroorat Kya Hai
In Nazaraon Ki Zaroorat Kya Hai
In Nigahon Ka Karam Khafi Hai
Khafi Hai.....
Ab Saharon Ki Zaroorat Kya Hai

Ab Baharon Ki Zaroorat Kya Hai
Ohhhhh Ahhhhh
Noor Se Hai Tumhare Ujale Yahan
Noor Se Hai Tumhare Ujale Yahan
Chand Suraj Ki Hum Ko Zaroorat Hai Kya
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua

Aaj Ka Jashn, Aaj Ki Ghadi Mubarak Ho
Yeh Sama, Yeh Ghumar, Yeh Khushi Mubarak Ho
Hai Tamaana Humari, Hai Yeh Chahat Humari,
Ke Zamaane Ki Saari Naimatain Ho Tumhari
Kash Pahunche Falak Pe Yeh Sadayein Humari
Ke Humari Bhi Umar Tumhein Lag Jaaye Saari
Ohhhhh Ahhhhh
Hai Tumhari Hansi Par Qurbaan Sab
Hai Tumhari Hansi Par Qurbaan Sab
Mera Dil Bhi, Meri Jaan Bhi, Dilruba
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Mere Damand Mein Hai Bhi Kya,
Tum Salamat Raho, Tum Salamat Raho,
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua