Thursday, September 8, 2011

Barbaad-e-Mohabbat Ki Dua

One of my most favorite songs from one of my favorite films with beautiful tragic lyrics by Sahir. To hear some unrelased Rafi/Madan Mohan goodness head over to Madan Mohan's official site. In the west and in modern times, the heart is the organ that is identified with love. In the east, it was the liver.


Film: Laila Majnu
Singer: Rafi
Lyrics: Sahir
MD: Madan Mohan & Jaidev

Barbaad-e-Mohabbat Ki Dua Saath Liye Ja
Barbaad-e-Mohabbat Ki Dua Saath Liye Ja
Take with you the blessing of devastated love.
Toota Hua Ikraar-e-Wafa Saath Liye Ja
Take with you the broken promise of faithfulness.
Barbaad-e-Mohabbat Ki Dua Saath Liye Ja
Ik Dil Tha, Jo Pehle Hi Tujhe Saunp Diya Tha
Ik Dil Tha, Jo Pehle Hi Tujhe Saunp Diya Tha
I had only one heart, which I had already given to you.
Yeh Jaan Bhi Ae Jaan-e-Adaa Saath Liye Ja
Yeh Jaan Bhi Ae Jaan-e-Adaa Saath Liye Ja
 Take with you my life (as well) O sweet coquet.
Tapdti Huyi Raahon Se Tujhe Aanch Na Pahunche
Tapdti Huyi Raahon Se Tujhe Aanch Na Pahunche
 May the heat not reach you (as you travel) over scorching paths
Deewane Ke Aashqon Ki Ghata Saath Liye Ja
Deewane Ke Aashqon Ki Ghata Saath Liye Ja
Take with you this madman's cloud of tears.

Shaamil Hai Mera Khoon-e-Jigar Tere Heena Mein
Shaamil Hai Mera Khoon-e-Jigar Tere Heena Mein 
The blood of my liver is mingled with (the color of) your Henna
Yeh Kam Ho Tau Ab Khoon-e-Wafa Saath Liye Ja
If this is not enough,  then take with you the blood of (my) fidelity.
Hum Jurm-e-Mohabbat Ki Saza Payenge Tanha
Hum Jurm-e-Mohabbat Ki Saza Payenge Tanha
I will suffer the punishment for the crime of love alone.
Jo Tujh Se Huyi Ho Woh Khata Saath Liye Ja
Jo Tujh Se Huyi Ho Woh Khata Saath Liye Ja
Take with you whatever wrong you may have commited.
Toota Hua Iqraar-e-Wafa Saath Liye Ja
Barbaad-e-Mohabbat Ki Dua Saath Liye Ja
Barbaad-e-Mohabbat Ki Dua Saath Liye Ja
  



 

No comments: