Saturday, December 13, 2008

Mujhe Aaisa Mila Moti

As requested by Z, also another playlist favorite. :)


Film: Pighalta Aasman
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Indivar
MD: Kalyanji - Anandji


Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
I've received a pearl, such a pearl that is probably not found in the ocean.
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga
I've received a star, (such a star) that is probably not found in the sky.

Tan Jis Ka Hai Man Bhavan, Man Jis Ka Paawan Paawan
Whose body is pleasing to the mind, whose heart is pure.
Aaise Woh Mila, Jaise Ke Mile Pyasi Dharti Ko Saawan
I've received him as the thirsty land receives the rainy season.
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga

Mehalon Se Main Kabh Maani, Daulat Ko Na Daulat Jaani
Since when do I believe in palaces? I don't treat money (wealth) as wealth.
Mehalon Se Main Kabh Maani, Daulat Ko Na Daulat Jaani
Saara Jahan Surat Hi Dekhe, Main Seerat Ki Deewani
The whole world looks at appearance, I'm crazy about character.
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga

Woh Jaffa Karre, Seha Loongi, Woh Gila Karre, Seha Loongi

If he's unjust, I'll bear it. If he complains, I'll bear it.
Woh Jaffa Karre, Seha Loongi, Woh Gila Karre, Seha Loongi
Jis Haal Mein Woh Rakhe Mujh Ko, Us Haal Mein Main Reha Loongi

Whatever condition he keeps me in, I'll stay in that condition.
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga




No comments: