I was reminded of this beauty by a post at Bolly Vault.
Film: Bari Behen (1948)
Singer: Rafi
Lyrics: Rajinder Krishan
MD: Husnlal - Bhagatram
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Let no one fall under the spell of love
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
It makes you laugh for a day (but) makes you cry for one hundred days.
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Mujhe Jab Kisi Se Mohabbat Nahin Thi
When I was not in love with anyone
Mohabbat Nahin Thi
Tau Aankhon Ko Rone Ki Aadat Nahin Thi
My eyes were not accustomed to crying.
Aadat Nahin Thi
Mohabbat Ne Aankhon Mein Aansoo Basaye
Love has brought tears to my eyes.
Aansoo Basaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Mere Dil Ko Dekho, Jo Dhoke Mein Aaya
Look at my heart, that fell under the spell
Dhoke Mein Aaya
Mohabbat Ka Ek Geet Bhoole Se Gaya
It slipped and sang the song of love
Bhoole Se Gaya
Magar Raat Din Ab Karre "Haye Haye"
But now, night and day it laments, "haye haye"
Karre Haye Haye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Singer: Rafi
Lyrics: Rajinder Krishan
MD: Husnlal - Bhagatram
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Let no one fall under the spell of love
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
It makes you laugh for a day (but) makes you cry for one hundred days.
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Mujhe Jab Kisi Se Mohabbat Nahin Thi
When I was not in love with anyone
Mohabbat Nahin Thi
Tau Aankhon Ko Rone Ki Aadat Nahin Thi
My eyes were not accustomed to crying.
Aadat Nahin Thi
Mohabbat Ne Aankhon Mein Aansoo Basaye
Love has brought tears to my eyes.
Aansoo Basaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Mere Dil Ko Dekho, Jo Dhoke Mein Aaya
Look at my heart, that fell under the spell
Dhoke Mein Aaya
Mohabbat Ka Ek Geet Bhoole Se Gaya
It slipped and sang the song of love
Bhoole Se Gaya
Magar Raat Din Ab Karre "Haye Haye"
But now, night and day it laments, "haye haye"
Karre Haye Haye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
Yeh Ek Din Hansaye Tau Sau Din Rulaye
Sau Din Rulaye
Mohabbat Ke Dhoke Mein Koi Na Aaye
Koi Na Aaye
No comments:
Post a Comment