Showing posts with label ghazal. Show all posts
Showing posts with label ghazal. Show all posts

Saturday, November 5, 2011

Jhoothi Sachchi Aas Pe Jeena Kab Tak Aakhir?

R.I.P. Jagjit Singh. I have no words to say beyond the lyrics; an English translation cannot do this ghazal any justice.

Updated with translation per request. :)

Album: Beyond Time
Singers: ChitraJagjit Singh
Lyrics: Kashif Indori
MD: Jagjit Singh


Jhoothi Sachchi Aas Pe Jeena
To live by a false true hope
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?
For how long at last? At last for how long?
Jhoothi Sachchi Aas Pe Jeena
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?
Mai Ki Jagah Khoon-e-Dil Peena
Drinking the blood of my heart in place of wine.
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?
For how long at last? At last for how long?
Jhoothi Sachchi Aas Pe Jeena
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?

Socha Hai Ab Paar Uttarenge
I've decided that I will get off on the other side (will cross over)
Ya Takra Kar Doob Marenge
Or I will crash and drown to death.
Toofano Ki Zad Pe Safina
A boat, the target of a typhoon
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?
For how long at last? At last for how long?
Jhoothi Sachchi Aas Pe Jeena
Kab Tak Aakhir,? Aakhir Kab Tak?

Ek Maheene Ke Vaade Par Saal Guzaara, Phir Bhi Na Aaye
On the promise of one month, a year was spent, he/she still did not come.
Ek Maheene Ke Vaade Par Saal Guzaara, Phir Bhi Na Aaye
Vaade Ka Yeh Ek Maheena
This promise of one month
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?
For how long at last? At last for how long?
Jhoothi Sachchi Aas Pe Jeena
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?

Samne Duniya Bhar Ke Gham Hai, Aur Idhar Ek Tanha Hum Hai
In front of me are the sorrows of the world, and over here I am alone.
Samne Duniya Bhar Ke Gham Hai, Aur Idhar Ek Tanha Hum Hai
Sankhron Patthar, Ek Aaina
Hundreds of stones, one mirror
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?
For how long at last? At last for how long?
Jhooti Sachchi Aas Pe Jeena
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?
Mai Ki Jah Khoon-e-Dil Peena
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?
Jhoothi Sachchi Aas Pe Jeena
Kab Tak Aakhir? Aakhir Kab Tak?

Thursday, January 7, 2010

Main Yun Hi Guzar Deta Shab-e-Gham

Singer: Anup Jalota


Main Yun Hi Guzar Deta, Shab-e-Gham Sambhal, Sambhal Ke
Main Yun Hi Guzar Deta, Shab-e-Gham Sambhal, Sambhal Ke
Tumhein Kya Mila, Bata Do, Meri Zindagi Badal Ke?
Main Yun Hi Guzar Deta, Shab-e-Gham Sambhal, Sambhal Ke

Bade Bewafa Hain Aansoo, Sar-e-Bazm Aaj Chalke
Bade Bewafa Hain Aansoo, Sar-e-Bazm Aaj Chalke
Meri Arzoo Ko Loota, Meri Chashm-e-Nam Mein Pal Ke
Main Yun Hi Guzar Deta, Shab-e-Gham Sambhal, Sambhal Ke

Kisi Be-Sahaara Dil Ko Na Satao Is Tarah Se
Kisi Be-Sahaara Dil Ko Na Satao Is Tarah Se
Kehin Aaha Kar Na Baithe Koi Bad-Naseeb Jal Ke
Main Yun Hi Guzar Deta, Shab-e-Gham Sambhal, Sambhal Ke

Main Isi Liye Keencha Hoon, Ke Unhein Bhi Aaye Gussa
Main Isi Liye Keencha Hoon, Ke Unhein Bhi Aaye Gussa
Woh Ulat De Kaash Pardah, Meri Be-Rukhi Pe Jal Ke
Main Yun Hi Guzar Deta, Shab-e-Gham Sambhal, Sambhal Ke
Tumhein Kya Mila, Bata Do, Meri Zindagi Badal Ke?
Main Yun Hi Guzar Deta, Shab-e-Gham Sambhal, Sambhal Ke
Sambhal Sambhal Ke
Sambhal Sambhal Ke....