Wednesday, January 25, 2012

Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam Aaj Ke Baad


This number has always been a favorite from my "barbaad-e-mohabbat" playlists...  The musical interludes always remind me of Barbaad-e-Mohabbat Ki Dua from Laila Majnu. 


Film: Hawas
Singer: Rafi
Lyrics: Saawan Kumar
MD:  Usha Khanna


Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam Aaj Ke Baad
I will not step on your streets after today
Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam Aaj Ke Baad
Tere Milne Ko Na Aayenge Sanam Aaj Ke Baad
I will not come to meet you after today
Teri Galiyon Mein...

Tu Mera Milna...
Tu Mera Milna Samajh Lena Ek Sapna Tha
Think of our meeting as a dream
Tujh Ko Ab Mil Hi Gaya Jo Tera Apna Tha
You have now found he whom was yours
Tu Mera Milna Samajh Lena Ek Sapna Tha
Tujh Ko Ab Mil Hi Gaya Jo Tera Apna Tha
Hum Ko Duniya Mein Samajhna Na Sanam Aaj Ke Baad
Do not think of me as existing in this world, my love, after today
Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam Aaj Ke Baad
Teri Galiyon Mein...

Ghir Ke Aayengi...
Ghir Ke Aayengi Ghatayein Phir Se Saawan Ki
The clouds of the rainy season will come again
Tum Tau Baahon Mein Rahogi Apne Saajan Ki
You will be in the arms of your beloved
Ghir Ke Aayengi Ghatayein Phir Se Saawan Ki
Tum Tau Baahon Mein Rahogi Apne Saajan Ki
Gale Hum Gham Ko Lagayenge Sanam Aaj Ke Baad
I (however) will embrace sorrow, my love, after today
Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam Aaj Ke Baad
Tere Milne Ko Na Aayenge Sanam Aaj Ke Baad
Teri Galiyon Mein....







No comments: