Sunday, February 12, 2012

Mehangai Maar Gai


Another filmi qawwali from my favorites playlist. You can hear this song and others at the Washerman's Dog.

Film: Roti Kapada Aur Makaan
Singers: Lata MangeshkarNarendra Chanchal, Jani Babu Qawwal, Mukesh
Lyrics: Varma Malik
MD: Laxmikant - Pyarelaal

Us Ne Kaha: Tu Kaun Hai? Main Ne Kaha: Ulfat Teri
She said: who are you? I said: your affection.
Us Ne Kaha: Tu Kaun Hai? Main Ne Kaha: Ulfat Teri 
Us Ne Kaha: Takhta Hai Kya? Main Ne Kaha: Surat Teri
She said: what are you staring at? I said: your appearance
Us Ne Kaha: Chahata Hai Kya? Main Ne Kaha: Chahat Teri
She said:  what do you desire? I said: your love 
Main Ne Kaha: Samjha Nahin.  Us Ne Kaha: Kismat Teri 
I said:  I don't understand ? She said:  that is your fate


Ek Humein Ankh Ki Ladai Maar Gayee
 First, this meeting/entanglement of the eyes had defeated me (beaten me down)
Doosri Yeh Yaar Ki Judaai Maar Gayee
Second, separation from my love has defeated me
Teesri Hamesha Ki Tanhai Maar Gayee
Third, this constant loneliness has defeated me
Chauthi Yeh Khuda Ki Khudai Maar Gayee
Fourth, this existence created by the Almighty has defeated me 
Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee
As if there was anything else left, inflation has defeated me.
Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee


Ek Humein Ankh Ki Ladai Maar Gayee
Doosri Yeh Yaar Ki Judaai Maar Gayee
Teesri Hamesha Ki Tanhai Maar Gayee
Chauthi Yeh Khuda Ki Khudai Maar Gayee
Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee
Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee


Tabiyat Theek Thi, Aur Dil... hmmm
Tabiyat Theek Thi, Haan, Tabiyat Theek Thi
Tabiyat Theek Thi, Haan Haan, Tabiyat Theek Thi
Aur Dil Bhi, Haan Haan, Dil Bhi, Aji Dil Bhi Beqaraar Na Tha
O Tabiyat Theek Thi Aur Dil Bhi Beqaraar Na Tha
My temperament was fine, and my heart was not restless
Hmmm, Yeh Kabh Ki Baat Hai, Haan Haan, 
This is the tale of how it was way back when
Baat Hai Yeh Kabh Ki, Yeh Kabh Ki, Haan Haan
Tabiyat Theek Thi Aur Dil Bhi Beqaraar Na Tha
My temperament was fine, and my heart was not restless
Yeh Tabh Ki Baat Hai, Jab Kisi Se Pyar Na Tha
This is the tale of how it was back then when I was not in love with anyone
Jab Se Preet Sapnon Mein Samayi Maar Gayee
 Ever since love has entered my dreams, it has defeated me
Man Ki Meethe Dard Ki Gehrai Maar Gayee
The deepness of  my mind's sweet pain has defeated me.
Naino Se Yeh Naino Ki Sagai Maar Gayee
The engagement of eyes to eyes has defeated me.
Soch Soch Mein Jo Soch Aayee Maar Gayee
Anxiety interceding into my thoughts has defeated me.
Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee
Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee


Kaise Waqt Mein, Haye Haye, Kaise Waqt Mein
Kaise Waqt Mein, Haye, Kaise Waqt Mein
Aa Ke Dil Ko Dil Ki Lagi Bimari
Kaise Waqt Mein
Aaise Waqt Mein Aa Ke Dil Ko Dil Ki Lagi Bimari
In such a time/period, did the heart fall sick with love 
Mehangai Ke Daur Mein Ho Gayee Mehangi Yaar Ki Yaari
that during this cycle of inflation, my love's friendship become costly
Kaise Waqt Mein...
Dil Ki Lagi Dil Ko Jab Lagayee Maar Gayee
My heart falling in love has defeated me
Dil Ne Ki Jo Pyar Ki Duhai Maar Gayee
The clamour from my heart falling in love has defeated me
Dil Ki Baat Duniya Ko Batayi Maar Gayee
Telling the world the tale of my heart has defeated me
Aur Dil Ki Baat Dil Mein Jo Chuppai Maar Gayee
And hiding the tale of my heart in my heart has defeated me.
Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee
Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee


O Pehle Muthi Vich Paise Le Kar
Pehli Muthi Mein Paise Le Kar Thaila Bhar Shakhar Laate Thay
At first, one would take money in a fist and bring back (buy) sugar in a sack.
Ab Thailay Mein Paise Jaate Hai, Muthi Mein Shakhar Aati Hai
Now, one takes money in a sack and brings back sugar in the fist.
Haye Mehangai Mehangai Mehangai
O inflation!
Duhai Hai Duhai Hai Duhai Hai Duhai
It's an outcry!
Tu Kahan Se Aayee? Tujhe Kyun Maut Na Aayee?
Where did you come from? Why did you not die?
Haye Mehangai Mehangai Mehangai


Shakhar Mein Yeh Aatay Ki Milai Maar Gayee
The contamination of sugar with flour has defeated me.
Powder Waale Doodh Di Malai Maar Gayee
The cream from powdered milk has defeated me.
Ration Waali Line Ki Lambai Maar Gayee
The length of the ration line has defeated me.
Janta Jo Cheekhi Chalai Maar Gayee
The cry of the people has defeated me.
Baaqi Kuch Bachaya Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee
Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee


Ghareeb Ko Tau Bache Ki Padhai Maar Gayee, Padhai Maar Gayee
 For the poor, a child's education has defeated them.
Beti Ki Shaadhi Aur Sagai Maar Gayee, Sagai Maar Gayee
The wedding and engagement of the daughter has defeated them.
Kisi Ko Tau Roti Ki Kamai Maar Gayee
For some, earning (money) for food has defeated them.
Kapade Ki Kisi Ko Salai Maar Gayee
For some, the (cost of the )tailoring of clothes has defeated them.
Kisi Ko Tau Roti Ki Kamai Maar Gayee
Kapade Ki Kisi Ko Salai Maar Gayee
O Kisi Ko Makaan Ki Banwayi Maar Gayee
For some, the building of a house has defeated them.
Jeevan De Bas Tin Nishaan: Roti, Kapada Aur Makaan
Life has only three marks/signs: food, clothes, and house
 Roti, Kapada Aur Makaan,  Roti, Kapada Aur Makaan
Doondh Doondh Ke Har Insaan
Doondh Doondh Ke Har Insaan Kho Baitha Hai Apni Jaan
In pursuit of these every person has lost their life.
Jo Sachi Sachi Bola Tau Sachai Maar Gayee, Sachai Maar Gayee, Sachai Maar Gayee
He who speaks the truth, the truth has defeated him.
Aur Baaqi Kuch Bacha Tau 
Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee
Aur Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee
O Paisa Kya, Kaisi Mehangai
O what is money? What is this inflation?
Baaqi Kuch Bacha Tau Mehangai Maar Gayee, Mehangai Maar Gayee




No comments: