Monday, April 2, 2012

Humein Kaash Tum Se Mohabbat Na Hoti


Film: Mughal-e-Azam
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Shakeel Badayuni
MD: Naushad

Humein Kaash Tum Se Mohabbat Na Hoti
Humein Kaash Tum Se Mohabbat Na Hoti
If only I were not in love with you.
Kahani Hamari Haqeeqat Na Hoti
(If only) our (love) story was not real.
Humein Kaash Tum Se Mohabbat Na Hoti


Na Dil Tum Ko Dete, Na Majboor Hote
(then) I would not have given  my heart to you, I would not be so helpless
Na Duniya, Na Duniya Ke Dastoor Hote
(If only) the ways of the world did not exist
Qayamat Se Pehle Qayamat Na Hoti
(then) this calamity would not have come before the end of the world
Humein Kaash Tum Se Mohabbat Na Hoti


Humin Bhadh Gaye Ishq Mein Hadh Se Aage
It is I who have gone beyond limits in love
Zamaane Ne Thokhar Lagayi Tau Jaage
The world tripped me up and woke me
Agar Mar Bhi Jaate Tau Hairat Na Hoti
Even if I had died, I would not have been surprised.
Humein Kaash Tum Se Mohabbat Na Hoti


Tum Hi Phoonk Dete Nash-e-man Hamara
(If only) you had extinguished my intoxicated heart.
Mohabbat  Pe Ehsaan Hota Tumhara
(then) you would have done love a kindness
Zamaane Se Koi Shikayat Na Hoti
and I would not have a complaint against the world
Humein Kaash Tum Se Mohabbat Na Hoti
Kahani Hamari Haqeeqat Na Hoti
Humein Kaash Tum Se Mohabbat Na Hoti


Original version





Colorized 2004 version




No comments: