Wednesday, December 28, 2011

Aye Dil-e-Nadaan (extended version)



A sublime piece of music...


Film: Razia Sultan
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Jan Nisar Akhtar
MD: Khaiyyaam

Aye Dil-e-Nadaan

O naive Heart
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan
Arzoo Kya Hai?
What are you yearning for?
Justaju Kya Hai?
What are you searching for?
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan
Arzoo Kya Hai? 
Justaju Kya Hai?
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm
Aye Dil-e-Nadaan




Hum Bhatakte Hai
I wander
Kyun Bhatakte Hai Dasht-o-Sahara Mein?
Why do I wander in the wild and desert?
Aaisa Lagta Hai Mauj Pyaasi Hai Apne Dariya Mein
It is as if (I'm a) wave (that) is thirsty in it's own river.
Kaisi Uljhan Hai, Kyun Yeh Uljhan Hai?
What is this entanglement, why is there this entanglement?
Ek Saaya Sa Rooh-ba-Rooh Kya Hai
There is a shadow upon me  (rooh-ba-rooh, literally soul to soul or face to face).
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan
Arzoo Kya Hai?
Justaju Kya Hai?


Kya Qayamat Hai, Kya Museebat Hai
What a crisis, what a hardship!
Keh Nahin Sagte Kis Ka Armaan Hai
 I can't say for whom I long.
Zindagi Jaise Khoyi Khoyi Hai, Hairaan Hairaan Hai
It's as if life itself is lost, bewildered


Yeh Zameen Chup Hai, Aasman Chup Hai
This land is silent, the sky is silent.


Phir Yeh Dhadkhan Si Charzoo Kya Hai
So why is this heartbeat (heard) everywhere (in all four directions)?
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan



Aye Dil-e-Nadaan
Aaisi Raahon Mein, Kitne Kaante Hai?
On these paths/roads, how many thorns are there?
Arzooun Ne
Arzooun Ne Har Kisi Dil Ko Dard Bante Hai
Desires have meted out  pain to every person's heart
Kitne Ghayal Hai? Kitne Bismil Hai?
How many are wounded, how many are sacrificed?
Eis Khudai Mein, Ek Tu Kya Hai?
 In this existence (providence), what are you alone?
(What is your suffering compared to the suffering of the world?)
Ek Tu Kya Hai?
Ek Tu Kya Hai?
Aye Dil-e-Nadaan
Aye Dil-e-Nadaan









Monday, December 12, 2011

Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka


Film: Ghungroo
Singer: Asha Bhosle
Lyrics: Prabha Thakur
MD: Kalyanji - Anandji



Yeh Jashn-e-Mohabbat Ho Mubarak Huzoor Ko
Kaise Chupaaon Aaj Khushi Ke Saroor Ko?
Itni Khushi Mili Ke Yeh Ansoo Machal Pade
Main Khush Hoon, Maaf Ki Jiye Mere Qusoor Ko
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein...


Anjaam Hai... Anjaam Hai...
Anjaam Hai Yeh Pyar Ka, Yeh Pyar Ka Sila
Kya Aap Se Shikayatein? Kya Aap Se Gila?
Fariyad Kya Sunega, Sunega...
Fariyad Kya Sunega Yeh Darbar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein...


Ji Chahata Aap Ko Jee Bhar Ke Dekh Le
Phir Zindagi Mein Aap Se Mil Paaye Na Mile
Shayad Yehi Ho Aakhri...
Shayad Yehi Ho Aakhri Deedar Aap Ka
Le Aaya Phir Wohi Humein...
Le Aaya Phir Wohi Humein Lo Pyar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein Sarkar Aap Ka
Tohfa Qubool Hai Humein...


Dil Maange, Dil De Doon, Jaan Maange, Jaan De Doon, Tere Liye Jaan-e-jaan
Sun Le O Dil Jaani, Main Teri Deewani, Mere Liye Tu Khudah
Ashqon Ko Peena Hai, Tanha Hi Jeena Hai, Tanha Hi Jee Lenge Hum
Teri Khushi Hai Tau, Yeh Zindagi Hai Tau, Zakhmon Ko See Lenge Hum
Yeh Shama Jalne Do, Sholay Machalne Do, Hai Samna Yaar Ka
Ghungroo Bikharne Do, Yeh Rang Chadhne Do, Bikhre Lahu Pyar Ka
Alvidah... Alvidah... Alvidah... Alvidah... Alvidah... Alvidah...












Saturday, December 10, 2011

Mareez-e-Ishq Hoon


Film: Bin Badal Barsat
Singer: Rafi
Lyrics: Shakeel Badayuni
Music:  Hemant Kumar

Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na
I am afflicted by love, oh sweetheart/soulmate, accept my blessings/prayers.
Main Marr Jaoon Tau Meri Lash Ko Dulha Bana De Na
If I were to die, decorate my body as a groom.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na


Tamanna Hai Ke Marr Kar Chhod Jaoon Yaadgar Apni
I wish that after dying I could leave some memento behind.
Tamanna Hai Ke Marr Kar Chhod Jaoon Yaadgar Apni
Kissi Photographer Se Mera Photo Khicha De Na
Have some photographer take my picture.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na


Yeh Hasrat Hai Ke Mitt Kar Bhi Tumhare Kaam Aaoon Main
My final wish is that even after I die I can be of service to you. 
Yeh Hasrat Hai Ke Mitt Kar Bhi Tumhare Kaam Aaoon Main
Jo Tum Chaho Tau Meri Khaal Ki Chapal Bana De Na
If you like, you may make sandals out of my hide.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na
Main Marr Jaoon Tau Meri Lash Ko Dulha Buna De Na


extra verse found in the film:
Kehin Aaisa Na Ho, Duniya Tumhein Qaatil Samajh Baithe
May it not pass that the world thinks you a murderer.
Kehin Aaisa Na Ho, Duniya Tumhein Qaatil Samajh Baithe
Marran Hoon Apni Marzi Se, Police Ko Yeh Bata De Na
I have taken my own life on my own terms, tell that to the Police.
Mareez-e-Ishq Hoon, Aye Jaan-e-Man, Meri Dua Le Na
Main Marr Jaoon Tau Meri Lash Ko Dulha Buna De Na


Tuesday, December 6, 2011

Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai

Film: Kamla
Singer: Salma Agha
Lyrics: Indivar?   Gulrez
MD: Bappi Lahiri



Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Today, the mirror asked me again,
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?
why do you have moisture (tears) in your eyes?
Kyun Sisakti Hai Teri Tanhai?
Why does your solitude sob?
Yeh Adhuri Si Zindagi Kyun Hai?
Why is life incomplete?
Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?


Kya Mila Tujh Ko Wafaon Ka Sila?
What did you gain in return for your faithfulness (love)?
Kya Mila Tujh Ko Is Zamaane Se
What did you gain from this world?
Woh Tau Hai Patthar Ke Yun Na Pighalenge
He is a rock/stone, he will not melt so.
Faida Kya Hai Dil Jalane Se
What is the point of inflaming your heart?
Jab Andhera Hai Tere Seene Mein
When there is darkness within your chest,
Saari Duniya Mein Roshni Kyun Hai
why is the entire world illuminated?
Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?


Jin Ki Har Zid Ko Zindagi Jaana
He, who's every stubborn impulse you considered to be life,
Jin Ki Har Baat Banayi Tu Ne
He, for whom you made excuses,
Un Ke Seene Mein Na-Ehsaas Na De
there is no awareness within his chest (heart).
Haye Kyun Aas Lagai Tu Ne?
O why did you hold out hope?
Jin Ki Chahat Mein Khud Ko Bhool Gaye
In who's desire/love you've lost yourself
Un Ki Chahat Mein Yeh Kami Kyun Hai?
Why is there such a deficit in his desire/love?
Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?


Saath Chalte Hai, Phir Bhi Saath Nahin
We walk together, yet we are not together
Un Ki Aankhon Mein Woh Jazbaat Nahin
His eyes don't have those emotions
Sirf Ehsaas Hai Ke Zinda Hai
I'm only aware that I am living
Zindagi Jaisi Koi Baat Nahin
but it's not anything like life.
Sangdil Be-Reham Zamaane Mein
In such a stone-hearted, merciless world
Itna Majboor Aadmi Kyun Hai?
is man so helpless? 
Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?
Kyun Sisakti Hai Teri Tanhai?
Yeh Adhuri Si Zindagi Kyun Hai?
Aaj Phir Aaine Ne Poocha Hai
Teri Aankhon Mein Yeh Nami Kyun Hai?






Thursday, December 1, 2011

Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

R.I.P.

 Kuldip Manak




The legendary Kuldip Manak passed away yesterday. His contribution to Punjabi folk music is substantial. This song tells the tale of Sohni searching along the riverbanks for her Mahiwal, asking the Ghada (clay urn) to bear her across the river to unite her with him. Sohni is portrayed holding her Ghada in this blog's title image. This song was recently reincarnated by Twin Beats as "Manak Drops The Pressure".  SaReGaMa has included in their Solid Gold remastered CD sets both Kuldip Manak and Dev Tharikewala compilations, I highly recommend both of them to lovers of Punjabi folk music.


Singer: Kuldip Manak
Lyrics: Dev Tharikewala aka Hardev Singh Dilgir
Music:  Charanjit Ahuja

O Pher Di Channa De Kande, Yaar Thol Di
She (Sohni) wanders along the river, searching for her lover,
Mahiwal Mahiwal Mukho Bol Di
saying, "Mahiwal, Mahiwal"
Ban Ke Marasa Sohni Dilli Paar (?) Nu 
Sohni ties a rope to the urn (dilla)  (?)
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
"Urn, unite me", she says, "with my beautiful lover".
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

Yaar Da Vichchorda Mera Seena Sal Da
Separation from my lover makes my heart ache
Milleya Na Mahiwal Mainu Kal Da
I haven't seen Mahiwal since yesterday.
Seene Naal Launa Main Taan Dildaar Nu
I want to embrace my love
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

Yaar Bina Suna Hai Jahaan Lagda Hai
Without her lover, she finds this world a desolate/lonely place.
Rehnda Neer Naina'chon Hamesha Vagda
Tears are always flowing from her eyes.
Yaar De Vichchorde Dita Maar Naar Nu
Separation from her lover is killing the girl.
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

Sohni Yaar Vaste Dissaunte (?) Khat Di
For her lover, Sohni  (?) bears hardships?
Yaar Da Bullan De Vich Naa Rut Di
Humming her lover's name upon her lips. 
Yaar Vichon Rab Disse Mutiyaar Nu
In her lover, the young woman sees God.
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

Chaati Hai Jo (?) Ghada Sohni Jaave Tarr Di
Sohni swims with the urn
Mukhon Mahiwal Mahiwal Karr Di
She calls out, "Mahiwal, Mahiwal"
Haaqa Naale Maardi Mulazedaar Nu
As she yells at her servant (?)
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

Murr Ke Tharik Piche Pair Pauna Na
Tharike (the poet's name), don't retrace your steps (don't look back).
Ishqe Nu Daag Aaj Sohni Launa Na
Sohni, don't besmirch Love's name
Aashiq Na Jaan De Ne Jit-Haar Nu
Lover's don't know anything about winning or losing.
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu
Ghadeya Mila De Kehndi Sohne Yaar Nu

My translation is as always my best attempt, corrections/additions are always welcome. Question marks denote words/translations that I am unsure of.
For more about Sohni & Mahiwal: http://en.wikipedia.org/wiki/Sohni_Mahiwal

Wednesday, November 16, 2011

Bollywood Bloodbath

Just a little post to add some more info to the track listings for this new compilation in case folks out there are wondering about films and artists. http://www.finderskeepersrecords.com/discog_fkr052.html (Check out that label for several interesting new compilations of older Hindi and Pakistani Soundtracks.

Post updated to add more info in blue font.

Rajesh Roshan - Sanata Theme  from Sannata
Hemant Bhole - Sansani Khez Koi Baat from Sansani, vocals: Asha Bhosle, Hemant Bhosle
Bappi Lahiri - He Met Me In The Guest House from Guest House, vocals: Preeti Sagar used in Saboot
Bappi Lahiri - Meri Jaan from Dahshat, vocals: Sulakshana Pandit & Bappi Lahiri
Laxmikant Pyarelal - Aa Jaane Jaan from Intaqam, vocals: Lata Mangeshkar
Ratandeep Hemraj - Birha Ki Maari Koi from Shaitan Mujrim, vocals: Jyoti Sharma
Bappi Lahiri - Dance Music from Maut Ka Saaya, vocals: Anette Pinto
Sapan Jagmohan - Aji Kahan Gum Ho from Darwaza, vocals: Asha Bhosle
Laxmikant Pyarelal - Theme Music from Anita
Usha Kanna - Jeena Hai To Jee Bhar Hanslo from Hotel, vocals: Amit Kumar this track is actually Tere Jaisa Pyara Koi Nahin from Hotel, vocals: Usha Khanna
Marjaban Too Kuthe Part 1 - Rajesh Roshan from Sannata, vocals: Hemlata & Mahmood
Sapan Jagmohan - Sote Sote Adhi Rat from Siskeyan, vocals: Salma Agha
Hemant Bhole - Ab Kahan Jayenge Ham (Sad) from Sansani, vocals: Amit Kumar this track is actually the instrumental of Phir Teri Yaad Aa Gayee from Sansani which I believe was on my Sansani cassette at one time used as filler music at the end of a side
Sonik Omi - Main Theme From Andhera
Bappi Lahiri - Disco Title Music From Dahshat
Rajesh Roshan - Superman, Superman from Sannata, vocals: Alka Yagnik, Ursula, Udit Narayan
Khemchand Prakash - Dance Music from Mahal
Bappi Lahiri - Aafat from Maut Ka Saya, vocals: Anette Pinto & Bappi Lahiri
Laxmikant Pyarelel - Chalo Re Doli from Jaani Dushman (cover's inspiration), vocals: Rafi
Rajesh Roshan - Marjaban Too Kuthe Part 2 from Sannata, vocals: Hemlata & Mahmood
Nadeem & Shravan - Dekho Dekho Dekho Magar Pyar Se from Cheekh, vocals: Alka Yagnik
RD Burman - Bindya Tarse Kajra Barse from Phir Wahi Raat, vocals: Lata Mangeshkar




Hindi Horrocore: Focus Revealed
Tracks on the remix of Bollywood Bloodbath by Andy Votel

Hello Darling (Shoot When The Bell Rings)  vocals:: Anette Pinto - Telephone - Rajesh Roshan
Saiyan Main Aayi Ghar Chhod Ke  vocals:  Hemlata  Suresh Wadkar - Bhayanak - Usha Khanna
Hello Darling (Shoot When The Bell Rings)  vocals: Anette Pinto - Telephone - Rajesh Roshan
Sansani Khez Koi Baat  vocals: Asha Bhosle  Hemant Bhosle - Sansani - Hemant Bhosle
Meri Jaan Kaho Haan  vocals: Sulakshana Pandit  Bappi Lahiri - Dahshat - Bappi Lahiri
He Met Me In The Guest House vocals: Preeti Sagar - Guest House - Bappi Lahiri
Aafat  vocals: Anette Pinto  Bappi Lahiri - Maut Ka Saya - Bappi Lahiri
Hum Jis Pe Marte Thay  vocals:  Alka Yagnik - Purana Mandir - Ajit Singh
Tere Jaisa Pyara Koi Nahin  vocals: Usha Khanna - Hotel - Usha Khanna
Main Hoon Akeli Raat Jawan  vocals: Asha Bhosle - Purana Mandir - Ajit Singh
Main Hoon Tujh Pe Sun Fida  vocals:  Asha Bhosle - Telephone - Rajesh Roshan
Disco Title Music - Dahshat - Bappi Lahiri
Birha Ki Maari Koi  vocals: Jyoti Sharma - Shaitan Mujrim - Ratandeep - Hemraj
Saal Mubarak Ho  vocals:  Asha Bhosle - Telephone - Bappi Lahiri
Aji Kahan Gum Ho  vocals: Asha Bhosle - Darwaza - Sapan - Jagmohan
Paise Ki Daulat Se Badhkar Pyar Ki Daulat Hoti Hai    ?????? (if anyone knows, post a comment please)
Dekho Magar Pyar Se  vocals: Alka Yagnik - Cheekh - Nadeem - Shravan
Sansani Khez Koi Baat  vocals: Asha Bhosle  Hemant Bhosle - Sansani - Hemant Bhosle

Tuesday, November 15, 2011

Yeh Mera Deewanapan Hai


Film: Yahudi
Singer: Mukesh
Lyrics: Shailendra
MD: Shankar - Jaikishan

Dil Se Tujh Ko Be-Dilli Hai
You are unwilling to yield to your heart.
Mujh Ko Hai Dil Ka Garoor
My heart is filled with pride.
Tu Yeh Maane Ya Na Maane
Whether you believe it or not
Log Maanenge Zaroor
people will surely believe it.
Yeh Mera Deewanapan Hai
This is my madness
Yaan Mohabbat Ka Suroor
or love's intoxication
Tu Na Pechaane Tau Hai Yeh
You don't recognize that it is
Teri Nazaron Ka Kasoor
the fault of your eyes
Yeh Mera Deewanapan Hai


Dil Ko Teri Hi Tamanna
My heart yearns for you alone.
Dil Ko Hai Tujh Se Hi Pyar
My heart loves you alone.
Chahe Tu Aaye, Na Aaye
Whether you come, or don't come,
Hum Karenge Intezaar
I will wait (for you).
Yeh Mera Deewanapan Hai


Aaise Veerane Mein Ek Din
In such a desolate place, one day
Ghut Ke Mar Jayenge Hum
 I'll choke and die.
Jitna Ji Chahe Pukaaro
 Call for me all you want
Phir Nahin Aayenge Hum
I won't come then
Yeh Mera Deewanapan Hai

Monday, November 14, 2011

Na Tum Bewafa Ho


Film: Ek Kali Muskayee
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Rajinder Krishan
MD: Madan Mohan

Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Neither you are unfaithful, nor am I unfaithful.
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Magar Kya Karein? Apne Raahe Judah Hai
But what can we do? Our paths are separate
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Jahan Thandi Thandi Hawa Chal Rahi Hai
Jahan Thandi Thandi Hawa Chal Rahi Hai
Wherever cold winds blow
Kissi Ki Mohabbat Wahan Jal Rahi Hai
Someone's love is burning there
Zameen Aasmaan Hum Se Dono Khafa Hai
Land and Sky, both are upset with me.
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Abhi Kal Talak Tau Mohabbat Jawan Thi
Abhi Kal Talak Tau Mohabbat Jawan Thi
Until yesterday, love was young
Milan Hi Milan Tha, Judaai Kahan Thi
There were only meetings, there was no separation.
Magar Aaj Dono Hi Be-Aasra Hai
But today we are both hopeless (without hope) 
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai


Zamaana Kahe Meri Raahon Mein Aaja
Zamaana Kahe Meri Raahon Mein Aaja
The world says come into my paths.
Mohabbat Kahe Meri Baahon Mein Aaja
Love says come into my arms.
Woh Samjhe Na Majbooriyan Apni Kya Hai
They don't understand my helplessness
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai
Magar Kya Karein? Apne Raahe Judah Hai
Na Tum Bewafa Ho, Na Hum Bewafa Hai

Sunday, November 13, 2011

Main Shayer Tau Nahin


Film: Bobby
Singer: Shailendra
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal


Soundtrack Version:

Main Shayer Tau Nahin,
Main Shayer Tau Nahin, Magar, Ae Haseen,
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko, Shayeri Aa Gayee.
Main Shayer Tau Nahin, Magar Ae Haseen,
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko, Shayeri Aa Gayee.
Main Aashiq Tau Nahin, Magar Ae Haseen,
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko, Aashiqui Aa Gayee.
Main Shayer Tau Nahin



Pyar Ka Naam Maine Suna Tha Magar,
Pyar Kya Hai, Yeh Mujh Ko Nahin Thi Khabar.
Pyar Ka Naam Maine Suna Tha Magar,
Pyar Kya Hai, Yeh Mujh Ko Nahin Thi Khabar.
Main Tau Uljha Raha Uljhanon Ki Tarah,
Doston Mein Raha Dushmanon Ki Tarah.
Main Dushman Tau Nahin
Main Dushman Tau Nahin, Magar, Ae Haseen,
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko, Dosti Aa Gayee.
Main Shayer Tau Nahin



Sochta Hoon Agar Main Dua Mangta
Haath Apne Utha Kar Main Kya Mangta
Sochta Hoon Agar Main Dua Mangta
Haath Apne Utha Kar Main Kya Mangta
Jab Se Tujh Se Mohabbat Main Karne Laga
Tab Se Jaise Ibadat Main Karne Laga
Main Khafir Tau Nahin
Main Khafir Tau Nahin, Magar, Ae Haseen
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko Bandangi Aa Gayee
Main Shayer Tau Nahin, Magar, Ae Haseen
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko, Shayeri Aa Gayee.
Main Shayer Tau Nahin...




Album: Lata Mangeshkar & Kishore Kumar In Concert
A Live Concert Organised by Sangit Kala Kendra
'A Musical Offering' to Baba Amte's Anandwan
Film: Bobby
Singer: Shailendra
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal

Live Version

Main Shayer Tau Nahin,
Main Shayer Tau Nahin, Magar, Ae Haseen,
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko, Shayeri Aa Gayee.
Main Shayer Tau Nahin, Magar Ae Haseen,
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko, Shayeri Aa Gayee.
Main Aashiq Tau Nahin, Magar Ae Haseen,
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko, Aashiqui Aa Gayee.
Main Shayer Tau Nahin


Pyasi Pyasi Nigahon Se Jeete Huye,
Maine Logon Ko Dekha Hai Peete Huye
Pyasi Pyasi Nigahon Se Jeete Huye,
Maine Logon Ko Dekha Hai Peete Huye.
Jab Bhi Saawan Mein Badal Barasne Laga
Aur Bhi Kuch Mera Dil Tarasne Laga
Main Maikash Tau Nahin,
Main  Maikash Tau Nahin,  Magar, Ae Haseen,
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko, Maikashi Aa Gayee
Main Shayer Tau Nahin.



Kya Hua Uth Ke Mehfil Se Jaane Lagi?
Ho Ke Magroor Aankhein Churane Lagi.
Kya Hua Uth Ke Mehfil Se Jaane Lagi?
Ho Ke Magroor Aankhein Churane Lagi.
Tere Dil Se Zara Dillagi Main Karoon,
Thodi Si Apni Taarif Bhi Main Karoon.
Tu Dilbar Tau Nahin,
Tu Dilbar Tau  Nahin, Magar, Ae Haseen,
Jab Se Dekha, Tu Ne Mujh Ko, Tujh Ko Dilbari Aa Gayee.
Main Shayer Tau Nahin, Magar Ae Haseen,
Jab Se Dekha, Maine Tujh Ko, Mujh Ko, Shayeri Aa Gayee.
Main Shayer Tau Nahin

Saturday, November 12, 2011

Yeh Duniya Yeh Mehfil


Recently Madan Mohan's official site posted an article about the composition of one of my all time favorite sad songs. Surprisingly, the song was composed some 20 years before it's debut in Heer Ranjha's soundtrack. A few years back I had read Gregory David Robert's Shantaram and was quite surprised to see this song mentioned in the book. There is an excellent live version on the Mohammed Rafi  Live Round The World  album. 


Film: Heer Ranjha
Singer: Rafi
Lyrics: Kaifi Azmi
MD: Madan Mohan


Yeh Duniya, Yeh Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin
Mere Kaam Ki Nahin
This world, this gathering, is of no use to me.
Yeh Duniya, Yeh Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin
Mere Kaam Ki Nahin
Yeh Duniya, Yeh Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin
Mere Kaam Ki Nahin
Yeh Duniya, Yeh Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin
Mere Kaam Ki Nahin


Kis Ko Sunaun Haal Dil-e-Beqaraar Ka?
To whom will I tell the tale of my restless heart?
Bujhta Hua Chiragh Hoon Apne Mazaar Ka
I am an extinguishing light of my own grave/tomb.
Ae Kash Bhool Jaoon Magar Bhoolta Nahin
Oh how I wish I could forget, but I unable to forget
Kis Dhoom Se Utha Tha Janaza Bahaar Ka
the clamour with which the spring's bier/coffin was lifted up.
Yeh Duniya, Yeh Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin
Mere Kaam Ki Nahin



Apna Pata Mile Na Khabar Yaar Ki Mile
I can neither find any trace of myself nor any news of my friend (lover).
Dushman Ko Bhi Na Aaisi Saza Pyar Ki Mile
Not even on my enemy do I wish such a punishment for love.
Un Ko Khudah Mile, Hai Khudah Ki Jinhe Talash
May those who are looking for God, find God,
Mujh Ko Bas Ek Jhalak Mere Dildaar Ki Mile
let me just have one glimpse of my beloved.
Yeh Duniya, Yeh Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin
Mere Kaam Ki Nahin



Sahara Mein Aa Ke Bhi Mujh Ko Thikana Na Mila
Even after roaming the desert, I cannot find an abode,
Gham Ko Bhulane Ka Koi  Bahana Na Mila
and no pretext/excuse to forget my woes.
Dil Tarse Jis Mein Pyar Ko, Kya Samjhun Us Sansar Ko?
Where a heart longs for love, what can I think of such a world?
Ek Jeeti Baazi Haar Ke Main Dhoondhun Bichre Yaar Ko
After losing a victorious battle, I search for my separted friend/love.
Yeh Duniya, Yeh Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin
Mere Kaam Ki Nahin


Door Nigahon Se, Ansoo Baha Ta Hai Koi
Out of sight, someone sheds tears.
Kaise Na Jaoun Main? Mujh Ko Bulaata Hai Koi
How can I not go? Someone calls out for me.
Yaan Toote Dil Ko Jodh Do, Yaan Saare Bandhan Tod Do
Either mend my broken heart, or break all bonds.
Ae Parbat Raasta De Mujhe, Ae Kanton Daaman Chhod Do
O Mountain, give me a pass/way. O thorns, release the edge of my shirt.
Yeh Duniya, Yeh Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin
Mere Kaam Ki Nahin
Yeh Duniya, Yeh Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin
Mere Kaam Ki Nahin
Yeh Duniya, Yeh Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin
Mere Kaam Ki Nahin

Sunday, November 6, 2011

Filmi Qawwali Favorites Playlist

A few summers ago I had to make an 800 mile long road trip. This is the only playlist I played. Kept me going straight through, stopping only for meals. This also started as a pair of cassette mixtapes once upon a time and grew over the years. I just love to get lost in a good filmi qawwali. 



SongArtistsAlbum
Pardah Hai PardahRafiAmar Akbar Anthony
Ke Chand Sa Koi ChehraAnand Bakshi  Bhupinder  Kishore  Manna DeySholay
Pari Ho Aasmani TumAsha Bhosle  Rishi Kapoor  Shailendra SinghZamaane Ko Dikhana Hai
Hum Kisise Kum NaheenAsha Bhosle  RafiHum Kisise Kum Naheen
Qurbani QurbaniAnwar  Aziz Nazan  Babban  Kishore KumarQurbani
Yaari Hai Imaan MeraManna DeyZanjeer
Mehangai Maar GayiLata Mangeshkar  Narendra Chanchal  MukeshRoti Kapada Aur Makaan
Kabhi Gham Se Dil LagayaNarender ChanchalDakoo
Likh Kar Tera NaamLata Mangeshkar  RafiLaila Majnu
Yeh Diwane Ki Zid HaiRafiLaila Majnu
Yeh Ishq Nahin AasaanMahendra  Shabbir  Suresh Yeh Ishq Nahin Aasaan
Taron Mein Chamak PhoolonAsha  Chandrashekhar  Suresh WadkarDaulat
Jhoom Barabar Jhoom SharaabiAziz Nazan5 Rifles
Humein Tau Loot LiyaIsmail Azad QawwalAl-Hilal
Meri Tasveer Lekar KyaAsha Bhosle  Balbir  RafiKala Samunder
Chandi Ka BadanAsha  Meena  Sudha  Manna Dey  RafiTaj Mahal
Haan Yeh Maana Meri JaanBalbir  RafiHanste Zakhm
Aye Meri Zohra Jabeen  Manna DeyWaqt
Ab Yeh Jaana Ke IsseRafiLadies Tailor
Pal Do Pal Ka Saath HamaraAsha Bhosle  RafiThe Burning Train
Shahar Mein CharchaLata Mangeshkar  RafiAas Paas
Parda Nasheen Parde Se NikalAsha Bhosle  Manna DeyTeri Maang Sitaron Se Bhar Doon
Kaisa Hai Tere Ishq MeinAnup Jalota  Suresh WadkarParbat Ke Us Paar
Ek Taraf Hai Yeh ZamaanaManna Dey  RafiChor Sipahee
Jalwa Numah Hai YaarAsha  Varsha  Amit Kumar  BhupinderSansani
Kya Takkaluf Hai WallaAsha Bhosle  Bhupinder  RafiJail Yatra
Sachchai Chhup Nahin SaktiKishore KumarDushmun
Tum Nahin Ya Hum NahinAsha Bhosle  Kishore Kumar  RafiKarmayogi
Waada Nahin KarteLata Mangeshkar  Mahendra KapoorPrem Bandhan
Raaz Ki Baat Keh DoonAsha Bhosle  RafiDharma
Salaam Hai Salaam HaiLata Mangeshkar  RafiAasha
Ishq Mein Hum TauAnuradha Usha  Kishore  RafiFarishta Ya Qatil 
Yeh Rahi Meri JawaaniAsha Bhosle  RafiGanga Aur Suraj
Tum Jo Mile HoAsha  Jani Babu Qawwal  Mahendra KapoorMastaan Dada
Ruk Jao Arre JanewaloAarti Mukherjee  Amit Kumar  Bhupinder  RafiPehredaar
Main Woh Chanda NahinHemlata  AnwarKatilon Ke Kaatil
Jeena Tau Hai Usi KaRafiAdhikar
Kab Talak Shama JaliLata Mangeshkar  Mahendra KapoorPainter Babu
Id Ka Din HaiAsha Bhosle  RafiDeedar-e-Yaar
Salaam Kijiye Ali Janaab AayeAmit Kumar  Bhupinder Singh  RafiAandhi
Maza LijiyeHemlata  Mukesh  RafiJaaneman
Sharafat Ali KoMahendra Kapoor  Mohd AzizAmrit
Tadpa Ke Woh Bhi Tadpe HaiAsha Bhosle  RafiKala Coat
Aaja Aaja Yaar HabibiJagjit Kaur  Pamela Chopra  Mahendra KapoorNakhuda
Zindagi Roz NayeAshok  Ghansham Junaid  Vinod Aaj
Pyar Ke Rang SeAsha Bhosle  Anand KumarKasme Vaade
Tarasti Hain Deedar KoSalma Agha  AnwarSalma
Kaise Mukhde Se Nazrein Asha BhosleEnglish Babu Desi Mem
Teri Lagan LagiAnupama  Babul  Fareed Sabri  Saeed SabriUff Yeh Mohabbat
Deewani Deewani Main DeewaniFareed Sabri  Saeed SabriUff Yeh Mohabbat
Kya Batayen Ke Kya MohabbatSabri BrothersDil Kahin Hosh Kahin
Qayamat HoKavita Krishnamurthy  Sonu NigamTera Jadoo Chal Gayaa
Ek Mulaqat Zaruri Hai Sanam  pt 1Ameen Sabri  Fareed SabriSirf Tum
Ek Mulaqat Zaruri Hai Sanam  pt 2Jaspinder Narula  Ameen Sabri  Fareed SabriSirf Tum
Kisi Ka Ban JaSabri BrothersTarkieb
Hum Banjaare HoShobha Joshi  Udit NarayanHum Tum Pe Marte Hain
Teri Jawani Badi Mast Mast HaiAnupama Deshpande  Iqbal Afzal SabriPyaar Kiya To Darna Kya
Ishq Ki Aankh MeinAnuradha Aadesh Shrivastava  Mohd AzizLal Baadshah
Aaja Aaja Tu AanewaaleJayshree Shivram  Iqbal Afzal Sabri  SukhwinderRajkumar
Mera Salaam LeKavita  Kumar Sanu  Udit NarayanDushmani
Kahe Baithe HoPeenaz Masani  Salma AghaSalma
Aaya Tere Dar Par DeewanaAhmed Hussain  Mohd HussainVeer Zaara
Chand VargaNaeem Shamim Ajmeri  Rajendra ShivMain Meri Patni Aur Woh
Ru-Ba-RuDaler MehndiMaqbool
Ishq Aur Pyar Ka Mazaa LijiyeAltaf Raja  Sonu NigamShapath
Kaatilon Ke Kaatil Ki DastaanAziz Nazan  Mahendra KapoorKatilon Ke Kaatil
Tere Dar Pe Aaya HoonRafiLaila Majnu
Ho Ke Mayus Tere Dar SeAmbar Kumar  Aziz Nazan  Rafi  S ShambhuLaila Majnu
Ai Momimo Namaaz Dilon KiRafiNiaz Aur Namaaz
Ibteda Tu Hai Inteha Tu HaiRafiNiaz Aur Namaaz
Pardah Hai Pardah (live)RafiRafi  Live Round The World Vol 2
Chandi Ka Badan (film version)Asha  Meena  Sudha  Manna Dey  RafiTaj Mahal
Khabar Kisi Ko NahinG M Durrani  Mukesh  RafiBeqasoor
Aadmi Ki Zindagi KaAsha Bhosle  RafiBheegi Palken
Aahen Na Bharin Shikve Na KiyeKalyani  Noor Jehan  Zohrabhai  AmbalawaliZeenat
Ishq Na Kario KoiMajeed Shola  Mohd Aziz  Rishi KapoorNaqab
Teri Mehfil Mein Kismat AzmakarShamshad BegumMughal-E-Azam
Kabhi Ae HaqeeqatLata MangeshkarDulhan Ek Raat Ki
Daag Na Lag JayeAsha Bhosle  MukeshMera Naam Joker
Haal Kya Hai Dilon KaKishore KumarAnokhi Ada
Parde Mein Koi BaithaRafi  Shailendra SinghDada
Hum Aashiq Hain Mit JaayengeAnand Kumar  Suresh WadkarSunny
Parde Mein Baitha HaiRafi  Shailendra SinghDada
Tera Naam Liya Dil Tham LiyaAsha Bhosle  RafiDharam Kanta
Aaye Hain Woh Mazaar PeUsha Khanna  Mahendra  Suresh Saajan Ki Saheli
Jaane Kyun Aap Mohabbat KoAsha Bhosle  Aziz NazanSalaam-E-Mohabbat
Kaisa Parda HaiKishore KumarPhool Khile Hain Gulshan Gulshan
Mujhe Mil Gaya BichhadaAsha Bhosle  Manna Dey  RafiBadla Aur Balidan
Ya Husn RaheAsha Bhosle  Mahendra KapoorBe Reham
Aayee Kisi Ki YaadAsha Bhosle  Manna DeyLafange
Kehdo Ye Haseenon SeAsha Sadhana Sargam  Anwar  Kumar SanuKala Bazaar
Yaar Mil Gaya Tau
Chehra Chhupa Liya Hai Kisi Ne
Asha Bhosle  Manna Dey  Rafi
Asha Bhosle  Salma Agha  Mahendra Kapoor
Ganga Meri Maa
Nikaah