Saturday, December 13, 2008

Mujhe Aaisa Mila Moti

As requested by Z, also another playlist favorite. :)


Film: Pighalta Aasman
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Indivar
MD: Kalyanji - Anandji


Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
I've received a pearl, such a pearl that is probably not found in the ocean.
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga
I've received a star, (such a star) that is probably not found in the sky.

Tan Jis Ka Hai Man Bhavan, Man Jis Ka Paawan Paawan
Whose body is pleasing to the mind, whose heart is pure.
Aaise Woh Mila, Jaise Ke Mile Pyasi Dharti Ko Saawan
I've received him as the thirsty land receives the rainy season.
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga

Mehalon Se Main Kabh Maani, Daulat Ko Na Daulat Jaani
Since when do I believe in palaces? I don't treat money (wealth) as wealth.
Mehalon Se Main Kabh Maani, Daulat Ko Na Daulat Jaani
Saara Jahan Surat Hi Dekhe, Main Seerat Ki Deewani
The whole world looks at appearance, I'm crazy about character.
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga

Woh Jaffa Karre, Seha Loongi, Woh Gila Karre, Seha Loongi

If he's unjust, I'll bear it. If he complains, I'll bear it.
Woh Jaffa Karre, Seha Loongi, Woh Gila Karre, Seha Loongi
Jis Haal Mein Woh Rakhe Mujh Ko, Us Haal Mein Main Reha Loongi

Whatever condition he keeps me in, I'll stay in that condition.
Mujhe Aaisa Mila Moti, Aaisa Moti Koi Saagar Mein Na Hoga
Mujhe Aaisa Mila Taara, Koi Amber Mein Na Hoga




Sajna Sun Sun

As requested by Z. I've bought this CBS label compilation CD (my favorite label, lol) three times just for this song.

Film: Rishta Kagaz Ka
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Majrooh
MD: Rajesh Roshan

Sajna, Sun Sun, Meri Chabhi Ki Chun Chun
Sajna, Sun Sun, Meri Chabhi Ki Chun Chun
Darling, listen to the jingling of my keys.
Teri Nazaron Ki Pyasi, Kabhi Thi Main Teri Daasi
The one that longed for your look, at one time I was your servant,
Ab Hun Main Teri Maalik, Sun
but now I'm your master, listen.
Sajna, Sun Sun, Meri Chabhi Ki Chun Chun
Sajna, Sun Sun, Meri Chabhi Ki Chun Chun
Teri Nazaron Ki Pyasi, Kabhi Thi Main Teri Daasi
Ab Hun Main Teri Maalik, Sun

Abhi Talak Tau Sahib Ban Kar Hukum Chalaya Saiyan Ji
Until now, becoming master, you've bossed me around.
Udhar Uthaya, Idhar Bithaya, Pakkar Ke Meri Baiyan Ji
You picked me up from there, sat me down here, grabbing my arm.
Abhi Talak Tau Sahib Ban Kar Hukum Chalaya Saiyan Ji
Udhar Uthaya, Idhar Bithaya, Pakkar Ke Meri Baiyan Ji
Gaya Din Woh Tumhara, Ab Hukum Humara, Eis Ghar Pe Chalega, Sun
Those days of yours are over; now my rule will be the law in this house, listen.
Sajna, Sun Sun, Meri Chabhi Ki Chun Chun
Sajna, Sun Sun, Meri Chabhi Ki Chun
Teri Nazaron Ki Pyasi, Kabhi Thi Main Teri Daasi
Ab Hun Main Teri Maalik, Sun

Aaisa Main Gin Gin Loongi Badla, Saara Hisaab Chuka Doongi
I'll take my revenge, accounting for every injustice.
Mehndi Lagi Eis Ungli Pe Le Ke Tum Ko Naach Nacha Doongi
This henna colored finger will make you dance.
Aaisa Main Gin Gin Loongi Badla, Saara Hisaab Chuka Doongi
Mehndi Lagi Eis Ungli Pe Le Ke Tum Ko Naach Nacha Doongi
Koi Kaabu Na Chalega, Gali Gali Mein Machega Shor Yahan Se Wahan Tak, Sun
You won't be able to control yourself, there will be such a commotion in the streets, heard from here to there.
Sajna, Sun Sun, Meri Chabhi Ki Chun Chun
Sajna, Sun Sun, Meri Chabhi Ki Chun
Teri Nazaron Ki Pyasi, Kabhi Thi Main Teri Daasi
Ab Hun Main Teri Maalik, Sun

Samajh Ke Nazuk Ek Aurat Pe Abhi Tau Haath Uthaogay
You'll think I'm a weak woman and raise your hand now.
Chhadi Na Maaro, Gussa Uttaro, Nahin Tau Phir, Pachtaungay
Don't hit me, cool down, otherwise you will regret it.
Samajh Ke Nazuk Ek Aurat Pe Abhi Tau Haath Uthaogay
Chhadi Na Maaro, Gussa Uttaro, Nahin Tau Phir, Pachtaungay
Babul Ki Nagar Chali Jaoungi Agar, Nahin Aaungi Palat Ke, Sun
If I leave for my father's town, I won't return, listen.
Sajna, ... ... Meri Chabhi Ki ... ....
Sajna, Sun Sun, Meri Chabhi Ki Chun
Teri Nazaron Ki Pyasi, Kabhi Thi Main Teri Daasi
Ab Hun Main Teri Maalik, Sun






Naina Yeh Barse

As requested by Z. Another one I can do from memory. :)

Film: Mohabbat
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Indivar
MD: Bappi Lahiri

Mohabbat, Mohabbat, Mohabbat, Mohabbat, Mohabbat
Love, Love, Love, Love, Love
Naina Yeh Barse, Milne Ko Tarse, Seha Jaaye Na Judai Ho
Naina Yeh Barse, Milne Ko Tarse, Seha Jaaye Na Judai Ho
These eyes cry, they long to join you, separation is unbearable.
Khud Ko Bhula Denge, Tabh Tujhe Bhoolenge Hum
I'll forget myself, only then will I forget you.
Ohhh, Naina Yeh Barse, Milne Ko Tarse, Seha Jaaye Na Judai Ho

Humdum, Maana Tujh Se Mil Na Paayenge Hum
Partner in life, I realize that I won't be able to join you.
Ho, Pyar, Phir Bhi Rahoga Tujh Se Kum
But (your) love will still remain less then you.
Humdum, Maana Tujh Se Mil Na Paayenge Hum
Ho, Pyar, Phir Bhi Rahoga Tujh Se Kum
Khud Ko Bhula Denge, Tabh Tujhe Bhoolenge Hum
Ohhh,
Naina Yeh Barse, Milne Ko Tarse, Seha Jaaye Na Judai Ho

Mohabbat, Mohabbat, Mohabbat, Mohabbat, Mohabbat

Aaise, Hum Ko Tum Bhula Hi Dena Aaise
Just like that, you shall forget me just like that.
Ho, Bhoole, Sapnon Ko Savera Jaise
As one forgets a dream in the morning.
Aaise, Hum Ko Tum Bhula Hi Dena Aaise,
Ho, Bhoole, Sapnon Ko Savera Jaise
Khud Ko Bhula Denge, Tabh Tujhe Bhoolenge Hum
Ohhh,
Naina Yeh Barse, Milne Ko Tarse, Seha Jaaye Na Judai Ho
Khud Ko Bhula Denge, Tabh Tujhe Bhoolenge Hum

Naina Yeh Barse, Milne Ko Tarse, Seha Jaaye Na Judai Ho




Sunday, December 7, 2008

Main Ghoonghat Na Kholungi

As requested by Z.

Film: Maati Maangey Khoon
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Rahul Dev Burman

Main Ghoonghat Na Kholungi Tau...
Main Ghoonghat Na Kholungi Tau Ghoonghat Mein Jal Jaoungi
if I don't open my veil, I will burn up in it
Main Ghoonghat Na Kholungi Tau Ghoonghat Mein Jal Jaoungi
Aurat Se Aaj Main Tawaif Ban Ke Tujhe Dekhaungi
today I will show you how this woman turns into a courtesan
Main Ghoonghat Na Kholungi Tau Ghoonghat Mein Jal Jaoungi

Izzat Jaati Hai Tau Jaaye, Tauhamat Aati Hai Tau Aaye
if respect is to be lost, let it be lost, if a scandal is to come, let it come
Izzat Jaati Hai Tau Jaaye, Tauhamat Aati Hai Tau Aaye
Ja Le Aa Tu Kehin Se Ghunghroo
go, bring some anklet bells from some where
Laaj Ko Chhad Ke, Gaa Ke, Nach Ke Rootha Yaar Manaungi
leaving behind modesty, I will sing and dance to appease my displeased friend
Main Ghoonghat Na Kholungi Tau Ghoonghat Mein Jal Jaoungi

Bairan Ke Ghar, Saawan Barse
it rains at the enemy's house
Mujh Birhan Ka Man Kyun Tarse?
why does my (the separated one's) heart suffer?
Bairan Ke Ghar, Saawan Barse
Mujh Birhan Ka Man Kyun Tarse?
Dal Ke Kajra, Baandh Ke Gajra,
wearing kohl, tying a garland
Aaj Se Main Apni Souten Ki Soutaniya Ban Jaoungi
today I will become a rival of my rival
(Souten, hard to translate, it can be taken to mean mistress but it works both ways. Where there are 2 women and 1 man, especially if there is a married couple involved, a souten is the 2nd woman or mistress, but the relationship of the mistress to the wife is also that of a Souten. In this sentence the woman, who is the mistress by virtue of being the courtesan, is basically saying now she will be the main squeeze and the other woman will be the mistress).

Main Ghoonghat Na Kholungi Tau Ghoonghat Mein Jal Jaoungi

Main Sheeshe Ki Nazuk Gudiya, Main Jaadu Ki Bandh Si Phuriya
I am a fragile doll made of glass, I am a closed bundle of magic
Main Sheeshe Ki Nazuk Gudiya, Main Jaadu Ki Bandh Si Phuriya
Ghul Jaoungi, Khul Jaoungi
Khul Ke Do Nainon Ke Prem Tarazu Mein Tull Jaoungi
I will open up and be weighed on the scales of love belonging to two eyes
(that was an awkward sentence, lol)
Main Ghoonghat Na Kholungi Tau Ghoonghat Mein Jal Jaoungi
Aurat Se Aaj Main Tawaif Ban Ke Tujhe Dekhaungi
Main Ghoonghat Na Kholungi Tau Ghoonghat Mein Jal Jaoungi

Sang Sang Yeh Saari Duniya

As requested by Z.

Film: Maati Maangey Khoon
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Rahul Dev Burman

Ohhhh, Ohhhhh

Sang Sang Yeh Saari Duniya Le Hum Dono Ka Naam
Sang Sang Yeh Saari Duniya Le Hum Dono Ka Naam
the whole world says our two names together
Ang Laga Ke, Shyam Kar Do Radha Ko Badnaam
by taking her arm, Shyam, make Radha infamous/disreputable
Sang Sang Yeh Saari Duniya Le Hum Dono Ka Naam
Ang Laga Ke, Shyam Kar Do Radha Ko Badnaam


Araj Kare Charanon Ki Daasi
your foot servant requests:
Tumare Darshan Ki Yeh Pyasi
thirsty for an encounter with you
Ib Mat Kariyo, Der Zara Si
this time, don't be even a little late
Ib Mat Kariyo, Der Zara Si
More Man Mein Aan Baso
come and make your home in my heart
Tum Chhod Ke Gokul Gaon
leaving behind Gokul
(I am not sure if she is singing Gaon here, either way it refers to leaving the village of Gokul, the place where Krishna, aka Shyam was raised as a child)
Sang Sang Yeh Saari Duniya Le...
Sang Sang Yeh Saari Duniya Le Hum Dono Ka Naam
Ang Laga Ke, Shyam Kar Do Radha Ko Badnaam

Preet Ko Koi Rog Kahe Sab
everyone calls love an ailment
Ek Jogan Ka Jog Kahe Sab
they say it is a devotee's devotion
Beete Taras Gayee Log Kahe Sab
all the people say that those it has happened to have suffered
Beete Taras Gayee Log Kahe Sab
Main Deewani Na Jaani Kabh Bhor Payee, Kabh Shaam

me, the insane/crazy/mad one does not even know when dawn came and when evening arrived
Sang Sang Yeh Saari Duniya Le...
Sang Sang Yeh Saari Duniya Le Hum Dono Ka Naam
Ang Laga Ke, Shyam Kar Do Radha Ko Badnaam

Kabh Jaagi Jaane Kabh Soyi
when did I wake, when did I sleep
Laaj Sharam Na Sudh Budh Koi
I have no modesty, shame, no sense
Tumhare Dhyan Mein Aaisi Khoyi
I am lost in your thoughts thus
Tumhare Dhyan Mein Aaisi Khoyi
Yaad Rahe Tum, Tum Bin Bhoole Bisre Sagre Kaam
I remember you, except for you, I forget every task
Sang Sang Yeh Saari Duniya Le...
Sang Sang Yeh Saari Duniya Le Hum Dono Ka Naam
Ang Laga Ke, Shyam Kar Do Radha Ko Badnaam

Sang Sang Yeh Saari Duniya Le Hum Dono Ka Naam
Ang Laga Ke, Shyam Kar Do Radha Ko Badnaam

Ang Laga Ke, Shyam Kar Do Radha Ko Badnaam





Lo Sahib Phir Bhool Gayee Main

As requested by Z.

Film: Maati Maangey Khoon
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Rahul Dev Burman

Yaadon Ke Chund Phool, Nazar Mein Khile Tau Hai
a few flowers of memory have bloomed in my sight
Pehle Bhi, Hum Se Aap, Kehin Par Mile Tau Hai
you have met me somewhere before
Lo Sahib, Phir Bhool Gayee Main
sir, I have forgotten again
Ho, Lo Sahib, Phir Bhool Gayee Main
Yaad Mujhe Kuch Aaya Tha
I had just remembered something
Aap Ko Jaane Maine Apna Kaun Sa Naam Bataya Tha
I don't remember which name I gave you before
Lo Sahib, Phir Bhool Gayee Main

Khul Gaya Ghoonghat, Uth Gaya Pardah,
the scarf has opened, the veil has lifted,
Mushkil Ab Deedar Nahin
it is not difficult to steal a glimpse now
Khul Gaya Ghoonghat, Uth Gaya Pardah
Mushkil Ab Deedar Nahin

Ab Dekho,
Ab Beech Mein Apne. Koi Bhi Deewar Nahin,
now look, there is no wall in between us now
Mera Asli Roop Yehi Hai...
Ho, Mera Asli Roop Yehi Hai, Woh Tau Mera Saaya Tha
this is my true face, that was just a shadow
Lo Sahib, Phir Bhool Gayee Main
Yaad Mujhe Kuch Aaya Tha
Lo Sahib, Phir Bhool Gayee Main

Kab Tak Jaane, Saath Hamare, Chhoti Si Yeh Raat Chale
who knows how long this short night will favor us
Kab Tak Jaane, Saath Hamare, Chhoti Si Yeh Raat Chale
Poori Baat Kahe Dil Ki Tau Barson Talak Yeh Baat Chale
if we tell the whole story of our hearts, this conversation will last many years
Ek Nazuk Sa Sheesha Tha Jo...
Haye, Ek Nazuk Sa Sheesha Tha Jo Patthar Se Takraya Tha

it was a delicate mirror that was struck by a stone

(often the heart is compared to a mirror)
Lo Sahib, Phir Bhool Gayee Main
Yaad Mujhe Kuch Aaya Tha
Lo Sahib, Phir Bhool Gayee Main

Allah Allah, Tauba Tauba, Yeh Jazbaat, Haye Haye
O God, heaven forbid, these feelings, O my
Allah Allah, Tauba Tauba, Yeh Jazbaat, Haye Haye
Maana Apni Mehfil Mein Tum Apni Marzi Se Aaye
I know that you came into my gathering on your own
Aaisa Lagta Hai Jaise Ke...
Haye, Aaisa Lagta Hai Jaise Ke Maine Tumhein Bulaya Tha
(but) it seems as if I had invited you
Lo Sahib, Phir Bhool Gayee Main
Yaad Mujhe Kuch Aaya Tha
Aap Ko Jaane Maine Apna Kaun Sa Naam Bataya Tha
Lo Sahib, Phir Bhool Gayee Main

Saturday, December 6, 2008

Chhup Ja Chand

As requested by Z.

In this song, we see another classic poetic pairing illustrating the relationship of man to woman mentioned over and over again in countless songs: Shama and Parwana. Where shama=candle=female and parwana=moth=male, these roles can always be reversed but it is usually the male that gets burned in approaching the light. (I've always suspected that the Janet Jackson song Like A Moth To The Flame, Burned By The Fire was derived from Indian poetry/song)

Film: Maati Maangey Khoon
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Rahul Dev Burman

Chhup Ja Chand, Sitaron Ki Neeyat Theek Nahin
Ho, Chhup Ja Chand, Sitaron Ki Neeyat Theek Nahin
hide yourself moon, the intentions of the stars are not right
Aaj Ki Raat, Nazaaron Ki Neeyat Theek Nahin
tonight, the intentions of the scene is not right
Bachna Ae Yaar Zara In Se, Yaaron Ki Neeyat Theek Nahin
save yourself from them, friend, the intentions of friends are not right
Chhup Ja Chand...
Chhup Ja Chand, Sitaron Ki Neeyat Theek Nahin

Meri Mehfil Se, Mere Deewane, Chala Jaa
Meri Mehfil Se, Mere Deewane, Chala Jaa
go away from my gathering, my crazy one
Apnon Mein Aa Baithe Hai Begaanay, Chala Jaa
strangers have seated themselves among friends, go away
Shama Ishaara Karti Hai, Parwane Chala Jaa
the candle hints to the moth, go away
Kyun Ke Aaj...
Kyun Ke Aaj Ishaaron Ki Neeyat Theek Nahin
because today the intentions of gestures are not right
Bachna Ae Yaar Zara In Se, Yaaron Ki Neeyat Theek Nahin
Chhup Ja Chand...

Ek Tawaif, Ek Daku, Yaarana Puraana
Ho, Ek Tawaif, Ek Daku, Yaarana Puraana
one courtesan, one dacoit, an old friendship
Hum Dono Ka Dushman Hai Yeh Saara Zamaana
Kaante Kya, In Phoolon Se Bhi Damand Bachana
nevermind the thorns, save yourself from the flowers
Kyun Ke Aaj...
Kyun Ke Aaj Baharon Ki Neeyat Theek Nahin
because today the intentions of the landscape is not right
Bachna Ae Yaar Zara In Se, Yaaron Ki Neeyat Theek Nahin
Chhup Ja Chand...

Accha, Rukhsat Keeta Tainu Rab De Hawale
Haye, Accha, Rukhsat Keeta Tainu Rab De Hawale
O.K., I leave you in the hands of God
Mushkil Mein Wohi Sab Ko Mushkil Se Nikale
in a time of difficulty, He is the one that will help you get out of trouble
Ab Toofan Hi Shayad Eis Kashti Ko Sambhale
now a storm may be the only thing to save this boat
Kyun Ke Aaj...
Kyun Ke Aaj Kinaaron Ki Neeyat Theek Nahin
because today the intentions of the riverbanks are not right
Bachna Ae Yaar Zara In Se, Yaaron Ki Neeyat Theek Nahin
Chhup Ja Chand, Sitaron Ki Neeyat Theek Nahin
Aaj Ki Raat, Nazaaron Ki Neeyat Theek Nahin



Mere Pee Ko

As requested by Z. All 3 parts of the song. In this song, I will treat Pawan or Pavan which means wind as a female since the rest of the sentence indicates it is to be treated as female.


Film: Ghulami
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Gulzar
MD: Laxmikant - Pyarelaal


Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Wind, on what path are you taking my beloved?
Koi Roko, Meri Zindagi Le Chali
Someone stop her, she's taking away my life.
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Koi Roko, Meri Zindagi Le Chali
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Mere Pee Ko...

Waqt Bheeja Tha, Bhoya Tha Uske Liye
I had planted time, plowed it for him.
Waqt Bheeja Tha, Bhoya Tha Uske Liye
Maine Pal Pal Piroya Tha Uske Liye
I had threaded every moment for him.
Maine Pal Pal Piroya Tha Uske Liye
Mere Din Raat Ki Roshni Le Chali
She's taking away the light of my days and nights.
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Koi Roko, Meri Zindagi Le Chali
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Mere Pee Ko...



Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Koi Roko, Meri Zindagi Le Chali
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Mere Pee Ko...

Zehar Hai Raat, Har Raat, Par Jeena Hai
The night is poison, every night (is poison), but I must live.
Zehar Hai Raat, Har Raat, Par Jeena Hai
Ek Vaade Ki Khairat Par Jeena Hai
I must live for the well-being of a promise.
Ek Vaade Ki Khairat Par Jeena Hai
Mere Hothon Pe Thi Jo Hassi Le Chali
She's taking away the laughter that used to be on my lips.
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Koi Roko, Meri Zindagi Le Chali
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Mere Pee Ko...



Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Koi Roko, Meri Zindagi Le Chali
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Mere Pee Ko...

Mujh Se Roothi Kehin, Aur Yeh Judh Gayee
In some places, she quarrels with (thus separates from) me, and in some places, she joins me.
Mujh Se Roothi Kehin, Aur Yeh Judh Gayee
Zindagi Ajnabi Raasta Mour Gayee
Life has taken a turn down an unknown path.
Zindagi Ajnabi Raasta Mour Gayee
Ek Umeed Thi Aakhri Le Chali
She takes away my last hope.
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Koi Roko, Meri Zindagi Le Chali
Mere Pee Ko, Pawan, Kis Gali Le Chali?
Mere Pee Ko...
Mere Pee Ko...
Mere Pee Ko...





Tuesday, December 2, 2008

Agle Janam Mohe Bitya

Film: Umrao Jaan (2006)
Singers: Richa Sharma
Lyrics: Javed Akhtar
MD: Anu Malik


Ab Jo Kiye Ho Daata, Aaisa Na Ki Jiyo
Ab Jo Kiye Ho Daata, Aaisa Na Ki Jiyo
what you've done this time around, God, please don't do again
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo
in my next life, don't make me a daughter
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo


Jo Ab Kiye Ho Daata, Aaisa Na Ki Jiyo
Jo Ab Kiye Ho Daata, Aaisa Na Ki Jiyo
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo
Jo Ab Kiye Ho Daata, Aaisa Na Ki Jiyo
Jo Ab Kiye Ho Daata, Aaisa Na Ki Jiyo
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo
Jo Ab Kiye Ho Daata, Aaisa Na Ki Jiyo

Humre Sajanwa Humra Dil Aaisa Todan
my love breaks my heart thus
Oo Ghar Basayan, Humka Rasta Ma Chhodan
he settles elsewhere and leaves me behind in the way
Jaise Ke Lala Koi Khilona Jo Paave
just like a little boy who gets a new toy
Doyi Chaar Din Tau Kehle, Phir Bhool Jaave
plays with it for 2 or 4 days and then forgets about it
Ro Bhi Na Pavay Aaisi Gudiya Na Ki Jiyo
please don't make me into that doll that can not even cry
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo
Jo Ab Kiye Ho Daata, Aaisa Na Ki Jiyo
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo

Aaisi Bidaye Bolo Dekhi Kehin Hai?
have you ever seen a bridal farewell like this?
Maiyan Na Babul Bhaiya Kauno Nahin Hai
no mother, father, brother.... no one
Aansoo Ke Gehne Hai Aur Dukh Ki Hai Doli
with tears as jewels and pain as her palanquin
Bandh Kivaria More Ghar Ki Yeh Boli
the closed door of the my house says
Eis Or Sapnon Mein Bhi Aaya Na Ki Jiyo
please do not come to me, even in my dreams
Eis Or Sapnon Mein Bhi Aaya Na Ki Jiyo
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo
Jo Ab Kiye Ho Daata, Aaisa Na Ki Jiyo
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo

Kaisa Naseeba Jagh Mein Har Bitya Paaye
o what fate awaits every daughter in this world
Apna Jinhe Samjhat Hai, Bane Oo Paraye
those whom she thinks are her own, become strangers
Babul Ka Angna Chhutai, Maiya Ka Achra
she loses her father's courtyard, her mother's sari border
Bholi Chiraivan Paave Bas Ek Pinjara
the innocent bird only gains a cage
Phir Bhi Yeh Sab Samjhave Tadpa Na Ki Jiyo
even then, everyone tries to tell her not to suffer
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo
Agle Janam Mohe Bitya Na Ki Jiyo
Jo Ab Kiye Ho Daata, Aaisa Na Ki Jiyo