Monday, January 26, 2009

Waada Nahin Karte Kissi Se

As requested by Z, a lovely Qawwali.

Film: Prem Bandhan
Singers: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor,
male chorus, female chorus, chorus
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal

Kisse Kehte Hai Shikwa? Aur Kisse Fariyad Kehte Hai?
what is considered a complaint, and what is considered a plea?
Nahin Sahib, Nahin, Hum Tau Mubarak Baat Kehte Hai
no, sir, no, I am speaking (only) of blessings

Sitam Bhi Aap Ka Kuch Kam Nahin Hai, Ek Nawazish Hai
your injustice is no less, (you are) patronizing
Magar Hum Bad-Naseebon Ki,
Magar Hum Bad-Naseebon Ki Faqat Itni Guzarish Hai,
but we unfortunate (people) have only this request
(bad-naseeb = bad luck, poor fortune)
Guzarish Hai, Guzarish Hai:
Ke Waada Nahin, Nahin Nahin, Waada Nahin,
Nahin Nahin, Waada Nahin,
Aahe, Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kissi Se,
one does not make promises to someone
Waada Nahin,
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin,
Waada Nahin Karte Kissi Se,
Waada Nahin,
Karte Hai Tau Nibhaate Hai, Vai
if someone does make a promise, they (should) uphold it

Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin,
Waada Kisse Se Karna,
Waada Kisse Se Karna, Aur Ho Kissi Ka Jana, O Jaana
to make a promise to someone, and to become someone else's, o love
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin,

Waada Kisse Se Karna, Aur Ho Kissi Ka Jana
to make a promise to someone, and to become someone else's
Yeh Tau Nahin Hai Zalim, Zalim, Dastoor Aashiqana
that is not the way (custom) of lovers, o cruel one
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin,
Karte Hai Tau Nibhaate Hai, Vai
Waada Nahin,
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin


Sabab Hum Ne Na Jana, Bana Kar Tum Bahaana,
I don't know the reason, you made an excuse
Taluq Tod Aaye, Shaher Woh Chhod Aaye
you broke all relations, you left that city
Nai Duniya Basaane, Nai Mehfil Sajaane,
to settle into a new world, to adorn a new gathering
Khabar Bheji Na Chithi, Bane Sab Phool Mithi
you did not send any word (news) or letter, every flower turned into dust
Tumhari Be-rukhi Se, Sharafat Ki Kammi Se,
because of your indifference, and your lack of nobility
Hua Yeh Pyar Rusvah, Sar-e-Bazaar Rusvah
this love was disgraced; disgraced in the middle of the bazaar (disgraced for all to see)

Nazar Hum Se Milao, Karein Hum Kya Batao?
look at me, what should I do, tell me?
Sajde Mein Sar Jhukhaya, Rootha Khudah Manaya
my head is bowed in reverence, to appease displeased God
(in this instance the man is referring to the woman as the object of his worship)
Tum Aaise Hum Se Roothay, Roothay,
you have been estranged from me in such a manner
Mushkil Hua Manana, Manana
that it is difficult to make up for it
Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin
Karte Hai Tau Nibhaate Hai, Vai
Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin


Yeh Kissa Hai Puraana, Gaya Guzara Zamaana
this is an old story, of an age that has passed on
Kabhi Tum Thay Hamare, Kabhi Hum Thay Tumhare
at one time you were mine, at one time I was yours
Huyi Gairon Se Yaari, Jagah Thi Jo Hamari
strangers were befriended, the place that was mine
Woh Tum Ne Cheeni Li Hai, Badi Tauheen Ki Hai
(that place) you have stolen from me, greatly insulted me
Kinare La Ke Goya, Humein Tum Ne Dooboya
as if you were bringing me to the riverbank , (but) you drowned me
Agarche Bewafa Ho, Magar Tum Be-Khatah Ho
granted that you are unfaithful, but you are without fault
Huyi Yeh Bhool Hum Se, Humein Marna Tha Gham Se
I made this mistake, I was supposed to die of sadness
Zinda Agar Rahenge, Duniya Se Yeh Kahenge
if I were to stay alive, I would say to the world:

Mar Jana Zehar Kha Ke, Lekin Na Dil Lagaana, O Jaana
one should eat poison and die, but never fall in love, o love
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin
Karte Hai Tau Nibhaate Hai, Vai
Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin


Zara Dekhe Zamaana, Nigahon Ka Churaana
let the world see, the stealing away of glances
Humein Tum Jante Ho, Nahin Pehchan Thay Ho
you know me, but you don't recognize me
Humein Di Na-Umeedi, Khushi Tum Ne Khareedi
you left me without hope, you bought happiness
Hamara Zor Kya Hai, Khuda Sab Dekhta Hai
what power do I have, God sees everything
Duayein Hum Karenge, Jiyo Tum, Hum Marrenge
I wiill pray for you, you live, I will die
Magar Yeh Bewafai, Na Bakshe-gi Khudai
but this unfaithfullness, God will not forgive
Khatah Hai Saaf Koi, Yeh Hai Insaaf Koi
the fault is plain, this is justice
Mehboob Bhole Bhale,
innocent loved one..
Hum Ko Bhulaane Waale
he who forgot me...
Hum Ko Bhula Diya
Bhula Diya
Hum Ko Bhula Diya
Bhula Diya
Hum Ko Bhula Diya, Par, Choda Na Yaad Aana
you've forgotten me, but, your memory did not stop coming
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin
Karte Hai Tau Nibhaate Hai, Vai
Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se,
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin
Nahin Nahin, Waada Nahin Karte Kisse Se
Waada Nahin

No comments: