Tuesday, January 27, 2009

Zameen Aasman Nahin Milte

As requested by Z

Film: Zameen Aasman
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anjaan
MD: Rahul Dev Burman


Yeh Faasle, Yeh Dooriyan,
this distance, this separation
Kaisi Hai Yeh Majbooriyan?
what is this obligation?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
even after joining, why in the end
Zameen Aasman Nahin Milte?
do earth (land) and heaven (the sky) not meet?
Yeh Faasle, Yeh Dooriyan,
Kaisi Hai Yeh Majbooriyan?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
Zameen Aasman Nahin Milte?

Jaane Kya Hai Yeh Bebasi
I don't know what kind of helplessness this is
Bas Na Kissi Ka Chale
no one can control it
Sadiyon Se Badle Nahin, Kudrat Ke Fainslain
for eons nature's decrees have not changed
Kyun Hai Judah Dono Jahan?
why are both worlds separate?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
Zameen Aasman Nahin Milte?
Yeh Faasle, Yeh Dooriyan,
Kaisi Hai Yeh Majbooriyan?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
Zameen Aasman Nahin Milte?

Aanchal Mein Phool Kya Khile
how will a flower bloom in the corner of my scarf
(how will a child be born)
Hothon Ki Hansi Cheen Le
steals the laughter from the lips
Kaise Ho Ke Loh Se Judah, Shama Yeh Jalti Rahe
how will the candle keep burning after being separated from light?
Tanha Rahe Kyun, Yeh Jism Jaan
why should this body and life stay alone?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
Zameen Aasman Nahin Milte?
Yeh Faasle, Yeh Dooriyan,
Kaisi Hai Yeh Majbooriyan?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan,
Zameen Aasman Nahin Milte?

Aahon Mein Agar Ho Asar,
Mumkin Hai Phir Kya Nahin?
if sighs are effective
, what is not possible?
Choome Zameen Ke Kadam, Yeh Aasman Bhi Kehin
heaven (the sky) kisses earth's (land's) feet too in some places
Ek Din Mile, Dono Jahan,
one day these two worlds will meet
Kaise Kahen Koi Yahan
then how will anyone be able to say
Zameen Aasman Nahin Milte?
do earth (land) and heaven (the sky) not meet?
Yeh Faasle, Yeh Dooriyan,
Kaisi Hai Yeh Majbooriyan?
Mil Ke Bhi Kyun, Aakhir Jahan
Zameen Aasman Nahin Milte?
Zameen Aasman Nahin Milte?



No comments: