Friday, November 21, 2008

Dekho Koi Pyar Na Karna

As requested by Z:

Film: Apna Bana Lo
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal


Eis Dil Ka Nahin Koi, Ohhh..
Eis Dil Ka Nahin Koi Humdard Khudai Mein
"This heart has no sympathizer in this world,"
Laila Ne Kaha Tha Yeh Majnu Ki Judaai Mein
said Laila, during her seperation from Majnu
Bedard Zamaane Mein Bemaut Na Tum Marna
Don't cease to exist in this heartless world before it's time for you to die.
Dekho, Koi Pyar Na Karna
Look, people, don't fall in love.
Dekho, Koi Pyar Na Karna
Marna, Lekin Pyar Na Karna
Die, but don't fall in love.
Dekho, Dekho, Pyar Na Karna

Nigaahon Ki Fitrat Badi Manchali Hai
The nature of the eyes is to be capricious
Badi Manchali Hai
Jawaani Jidhar, Jis Taraf, Le Chali Hai
wherever, in whatever direction, youth takes me;
Jidhar Le Chali Hai
Udhar, Us Taraf Tau Sanam Ki Gali Hai
in that direction, lies my sweetheart's street
Udhar, Us Taraf Tau Sanam Ki Gali Hai
Sanam Ki Gali Se Na Hargiz Guzarna
no matter what, I should not pass through my sweetheart's street
Dekho, Koi Pyar Na Karna
Dekho, Koi Pyar Na Karna
Marna, Lekin Pyar Na Karna

Yeh Ulfat Ki Duniya Hai Duniya Niraali
this world of love is an unparalleled world
Duniya Niraali
Yeh Kisse-Kitaabi, Yeh Baatein-Khayali
these fairy stale stories, these thoughtful conversations
Yeh Baatein-Khayali
Hua Kya Agar Dil Ka Daman Hai Khaali
so what if the heart's purse is empty
Kabhi Dil Ka Damand Na Kaanton Se Bharna
don't ever fill the heart's purse with thorns
Dekho, Koi Pyar Na Karna
Dekho, Koi Pyar Na Karna
Marna, Lekin Pyar Na Karna

Dillon Ke Khilono Ki Keemat Na Dega
there will be no value placed on the heart's toys
Mohabbat Ke Badle, Mohabbat Na Dega
love will not be returned with love
Dillon Ke Khilono Ki Keemat Na Dega
Mohabbat Ke Badle, Mohabbat Na Dega
Kabhi Pyar Ki Yeh Ijaazat Na Dega
never will it give permission for love
Bura Hai Zamaana, Zamaanay Se Darna
the world is evil, fear the world
Dekho, Koi Pyar Na Karna
Dekho, Koi Pyar Na Karna
Marna, Lekin Pyar Na Karna
Dekho, Koi Pyar Na Karna





No comments: