Friday, November 28, 2008

Khwab Bankar Koi Aayega (extended version)

As requested by Z. This is why I love doing many of your requests, there are just so many of my favorites in your list.


Film: Razia Sultan
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Jan Nisar Akhtar
MD: Khaiyyaam

Choom Kar Raat Sulayegi
Choom Kar Raat Sulayegi, Tau Neend Aayegi
if the night comes and kisses me asleep, only then will I be able to fall asleep

Khwab Bankar Koi Aayega

Khwab Bankar Koi Aayega, Tau Neend Aayegi
if someone becomes a dream and comes, only then will I be able to fall asleep
Ab Wohi Aa Ke Sulayega...

Ab Wohi Aa Ke Sulayega, Tau Neend Aayegi
if he comes and puts me to sleep, only then will I be able to fall asleep
Khwab Bankar Koi Aayega

Baat Jo Sirf Nigaahon Se Kahi Jaati Hai
Baat Jo Sirf Nigaahon Se Kahi Jaati Hai
that which can only be said by the eyes
Koi Hothon Se Sunayega
Koi Hothon Se Sunayega, Tau Neend Aayegi
if someone says it with his lips, only then will I be able to fall asleep
Khwab Bankar Koi Aayega

Narm Zulfon Ki Mehak, Garm Badan Ki Khushboo
the perfume of soft hair, the fragrance of a warm body
Narm Zulfon Ki Mehak, Garm Badan Ki Khushboo
Chupke Chupke
Chupke Chupke Woh Churayega, Tau Neend Aayegi
if he comes quietly and robs me of them, only then will I be able to fall asleep
Khwab Bankar Koi Aayega

Jism Haathon Ki Hararat Se Pighal Jayega
my body will melt with the heat of his hands
Jism Haathon Ki Hararat Se Pighal Jayega
Aag Rag Rag Mein Lagayega
Aag Rag Rag Mein Lagayega, Tau Neend Aayegi
if he sets my veins afire, only then will I be able to fall asleep
(rag can mean nerves and/or veins)
Khwab Bankar Koi Aayega

Koi Tadpayega Har Aan Tau Chain Aayega
if someone tortures me thus every moment, only then will I have peace
Koi Tadpayega Har Aan Tau Chain Aayega
Koi Har Raat Satayega
Koi Har Raat Satayega, Tau Neend Aayegi
if someone bothers me every night, only then will I be able to fall asleep
Khwab Bankar Koi Aayega
Tau Neend Aayegi
Ab Wohi Aa Ke Sulayega
Tau Neend Aayegi
Khwab Bankar Koi Aayega
Koi Aayega...
Koi Aayega...
Koi Aayega...



No comments: