In this song, we see another classic poetic pairing illustrating the relationship of man to woman mentioned over and over again in countless songs: Shama and Parwana. Where shama=candle=female and parwana=moth=male, these roles can always be reversed but it is usually the male that gets burned in approaching the light. (I've always suspected that the Janet Jackson song Like A Moth To The Flame, Burned By The Fire was derived from Indian poetry/song)
Film: Maati Maangey Khoon
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Rahul Dev Burman
Singers: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Rahul Dev Burman
Chhup Ja Chand, Sitaron Ki Neeyat Theek Nahin
Ho, Chhup Ja Chand, Sitaron Ki Neeyat Theek Nahin
hide yourself moon, the intentions of the stars are not right
Aaj Ki Raat, Nazaaron Ki Neeyat Theek Nahin
tonight, the intentions of the scene is not right
Bachna Ae Yaar Zara In Se, Yaaron Ki Neeyat Theek Nahin
save yourself from them, friend, the intentions of friends are not right
Chhup Ja Chand...

Meri Mehfil Se, Mere Deewane, Chala Jaa
Meri Mehfil Se, Mere Deewane, Chala Jaa
go away from my gathering, my crazy one
Apnon Mein Aa Baithe Hai Begaanay, Chala Jaa
strangers have seated themselves among friends, go away
Shama Ishaara Karti Hai, Parwane Chala Jaa
the candle hints to the moth, go away
Kyun Ke Aaj...
Kyun Ke Aaj Ishaaron Ki Neeyat Theek Nahin
because today the intentions of gestures are not right

Ek Tawaif, Ek Daku, Yaarana Puraana
Ho, Ek Tawaif, Ek Daku, Yaarana Puraana
one courtesan, one dacoit, an old friendship
Hum Dono Ka Dushman Hai Yeh Saara Zamaana
Kaante Kya, In Phoolon Se Bhi Damand Bachana
nevermind the thorns, save yourself from the flowers
Kyun Ke Aaj...
Kyun Ke Aaj Baharon Ki Neeyat Theek Nahin
because today the intentions of the landscape is not right

Accha, Rukhsat Keeta Tainu Rab De Hawale
Haye, Accha, Rukhsat Keeta Tainu Rab De Hawale
O.K., I leave you in the hands of God
Mushkil Mein Wohi Sab Ko Mushkil Se Nikale
in a time of difficulty, He is the one that will help you get out of trouble
Ab Toofan Hi Shayad Eis Kashti Ko Sambhale
now a storm may be the only thing to save this boat
Kyun Ke Aaj...
Kyun Ke Aaj Kinaaron Ki Neeyat Theek Nahin
because today the intentions of the riverbanks are not right

No comments:
Post a Comment