At the request of Z:
Film: Teri Maang Sitaron Se Bhar Doon
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal
Main Teri Taraf Jab Dekhti Hoon
whenever I look towards you
Main Teri Taraf Jab Dekhti Hoon
Jab Dekhti Hoon
Tab Sochti Hoon
I think
Ek Pal Bhi Guzarne Se Pehle
before one more moment passes on
Ae Kash Main Marne Se Pehle
may it be that before I die
Yeh Apna Karz Adaa Kar Doon
I am able to pay my debt to you
Teri Maang Sitaaron Se Bhar Doon
may I fill your hair part with stars
(in other word make her a bride, metaphor for filling vermillion in a bride's hair part)
Teri Maang...
Teri Maang Sitaaron Se Bhar Doon
Haan Aurat Hoon, Kamzor Hoon Main
yes, I am a woman, I am weak
Haan Aurat Hoon, Kamzor Hoon Main
Ek Gham Ki Ghata, Ghanghor Hoon Main
I am a cloud of misery, a dark cloud
Rauti Hoon, Khoob Barasti Hoon
though I cry and I rain down
Pyasi Din Raat Tarasti Hoon
I am thirsty day and night
Bebas Hoon, Mere Bas Mein Ho Agar,
I am helpless, if it was within my reach,
Marjaon Tarap Ke Gham Se Magar,
I would die suffering from misery, but
Jis Ghar Mein Ek Khushi Bhi Nahin,
in that house where not even one joy exists
Usse Laakhon Hazaaron Se Bhar Doon
I would fill it with hundreds and thousands
Teri Maang Sitaaron Se Bhar Doon
Teri Maang Sitaaron Se Bhar Doon
Babul Tau Nahin, Kar Reet Karo
there is no father, but let us follow tradition
Babul Ka Shuru Ab Geet Karo
and start singing the father's song
Maine Kitne Mausam Dekhe
I've seen so many seasons
Kya Dekha? Gham Hi Gham Dekhe
what have I seen? sorrow and more sorrow
Khushiyon Ki Mujhe Pehchan Nahin
I don't recognize happiness
Kuch Aur Mera Armaan Nahin
I don't have any other wish
Dekhun Uth Thay Teri Doli
then to see your wedding palanquin be carried off
Khelun Apne Lahu Se Holi
may I play Holi with my blood
Main Teri Pyasi Nazaron Ko
may I fill your thirsty eyes
Saawan Ke Nazaaron Se Bhar Doon
with the sights of the rainy season
Teri Maang Sitaaron Se Bhar Doon
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
MD: Laxmikant - Pyarelaal
Main Teri Taraf Jab Dekhti Hoon
whenever I look towards you
Main Teri Taraf Jab Dekhti Hoon
Jab Dekhti Hoon
Tab Sochti Hoon
I think
Ek Pal Bhi Guzarne Se Pehle
before one more moment passes on
Ae Kash Main Marne Se Pehle
may it be that before I die
Yeh Apna Karz Adaa Kar Doon
I am able to pay my debt to you
Teri Maang Sitaaron Se Bhar Doon
may I fill your hair part with stars
(in other word make her a bride, metaphor for filling vermillion in a bride's hair part)
Teri Maang...
Teri Maang Sitaaron Se Bhar Doon
Haan Aurat Hoon, Kamzor Hoon Main
yes, I am a woman, I am weak
Haan Aurat Hoon, Kamzor Hoon Main
Ek Gham Ki Ghata, Ghanghor Hoon Main
I am a cloud of misery, a dark cloud
Rauti Hoon, Khoob Barasti Hoon
though I cry and I rain down
Pyasi Din Raat Tarasti Hoon
I am thirsty day and night
Bebas Hoon, Mere Bas Mein Ho Agar,
I am helpless, if it was within my reach,
Marjaon Tarap Ke Gham Se Magar,
I would die suffering from misery, but
Jis Ghar Mein Ek Khushi Bhi Nahin,
in that house where not even one joy exists
Usse Laakhon Hazaaron Se Bhar Doon
I would fill it with hundreds and thousands
Teri Maang Sitaaron Se Bhar Doon
Teri Maang Sitaaron Se Bhar Doon
Babul Tau Nahin, Kar Reet Karo
there is no father, but let us follow tradition
Babul Ka Shuru Ab Geet Karo
and start singing the father's song
Maine Kitne Mausam Dekhe
I've seen so many seasons
Kya Dekha? Gham Hi Gham Dekhe
what have I seen? sorrow and more sorrow
Khushiyon Ki Mujhe Pehchan Nahin
I don't recognize happiness
Kuch Aur Mera Armaan Nahin
I don't have any other wish
Dekhun Uth Thay Teri Doli
then to see your wedding palanquin be carried off
Khelun Apne Lahu Se Holi
may I play Holi with my blood
Main Teri Pyasi Nazaron Ko
may I fill your thirsty eyes
Saawan Ke Nazaaron Se Bhar Doon
with the sights of the rainy season
Teri Maang Sitaaron Se Bhar Doon
No comments:
Post a Comment