Wednesday, November 12, 2008

Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua

Just because I was enjoying this beauty once again today. :)

Film: Ghungroo
Singer: Asha Bhosle
Lyrics: Prabha Thakur
MD: Kalyanji - Anandji

Falak Pe Jitne Sitaare Hai, Zindagi Ho Teri
Chand Se Ziada Zamaane Mein Roshni Ho Teri
Tera Sadqa Uttar Doon, Kehin Nazar Na Lage
Tu Sada Khush Rahe, Duniya Ki Har Khushi Ho Teri
Tum Salamat Raho, Haan, Salamat Raho
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Mere Damand Mein Hai Bhi Kya,
Mere Damand Mein Hai Bhi Kya, Dua Ke Siva?
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua

Ahhhh
Sholay Armaanon Ke Machalte Hai

Hum Shama Ki Tarah Pighalte Hai
Sholay Armaanon Ke Machalte Hai
Hum Shama Ki Tarah Pighalte Hai
Tumhari Bazm Mein Jalte Hai Chiraag
Jalte Hai Chiraag...
Meri Aankhon Mein Khwab Jalte Hai
Sholay Armaanon Ke Machalte Hai
Dekhti Hoon Jidhar, Ho Tum Hi Tum Udhar
Dekhti Hoon Jidhar, Ho Tum Hi Tum Udhar
Kuch Nazar Aaye Na Ab Tumhare Siva
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua

Ab Baharon Ki Zaroorat Kya Hai
In Nazaraon Ki Zaroorat Kya Hai
Ab Baharon Ki Zaroorat Kya Hai
In Nazaraon Ki Zaroorat Kya Hai
In Nigahon Ka Karam Khafi Hai
Khafi Hai.....
Ab Saharon Ki Zaroorat Kya Hai

Ab Baharon Ki Zaroorat Kya Hai
Ohhhhh Ahhhhh
Noor Se Hai Tumhare Ujale Yahan
Noor Se Hai Tumhare Ujale Yahan
Chand Suraj Ki Hum Ko Zaroorat Hai Kya
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua

Aaj Ka Jashn, Aaj Ki Ghadi Mubarak Ho
Yeh Sama, Yeh Ghumar, Yeh Khushi Mubarak Ho
Hai Tamaana Humari, Hai Yeh Chahat Humari,
Ke Zamaane Ki Saari Naimatain Ho Tumhari
Kash Pahunche Falak Pe Yeh Sadayein Humari
Ke Humari Bhi Umar Tumhein Lag Jaaye Saari
Ohhhhh Ahhhhh
Hai Tumhari Hansi Par Qurbaan Sab
Hai Tumhari Hansi Par Qurbaan Sab
Mera Dil Bhi, Meri Jaan Bhi, Dilruba
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua
Mere Damand Mein Hai Bhi Kya,
Tum Salamat Raho, Tum Salamat Raho,
Tum Salamat Raho, Yeh Hai Meri Dua






No comments: